About Kaziranga National Park in Hindi

Kaziranga National Park kab banaya gya tha

Kaziranga national park bharatiyon raajya Assam ke Golaghat, Karbi Anglong aur Nagaon jile mein bistar hai. Yeh park 1985 se UNESCO ke vishay dharohar sthal hai. Yeh ak singi genda ke liye prasiddh hai yeh genda duniya bhar mein teen hishha mein se soo hishha aabaadi isi park mein hai. Assam sarkaar ke van bibhaag ke sahakaar se 2018 yeh genda sabke jangnaana mein aya, iski kul aabaadi 2413 hai. 2015 mein genda sabki aabaadi 2401 hai.

Kaziranga National Park 430 bargad km shetra mein fela hua hai aur baagho, haathiyo, jungli bhenso, daldal Hirnano aur bahut kuch sahit vivinna prakaar ki vayannajeev prajapatiyo ka ghar hai.

Na keval jaanvaro balki is park mein pakshiyon ki ak bristit shrinkhlaa hai aur pakshi pramiyo ke liye ak sandar yatra hogi agar is national park mein aye to.

Kaziranga National Park ki varnan

Kaziranga mein vanaspati aur paudhon ke jeavan ki ak vishal hai aur paudhon ko teen vargon arthath ushnakatibandhiya sadaabahaar van, jalodh ghas maidaanon aur ushnakatibandhiya ardha-hare junglo mein vargikrit kiya gya hai.

Park mukhya rup se aapne lambe haathee ghas aur daldali ke liye pehchana jata hai. Ismein pani ki ak ushcha kishma ke jalkumbhi, lili aur kamal saamil hai jo bhumi ko shuddha rup se rajhi aur sundar banate hai.

Kaziranga National Park ki vayannajeev

Jungli bhens aur ak sing wale gendo ki pramukhya aabaadi is pratishthit national park mein sthit hai. Iske alawa Bengal Tiger, Asian Haathee, bhens, gende aur daldal Hirnan is park ke kuch pramukhya vanyajeev hai. Ismein 30 se adhik standhaari saamil hai, jinmein se 15 prajapatiya luptpraaya samuh ke antargat hai.

Kaziranga National Park mein jaane ka sabse acha samay

Kaziranga national park aamtaur par May ki suruaat se October ki anta tak band rahata hai. Park ko October aur May ke mahinon mein aanshik rup se khula bataya jata hai, lekin June se September tak yeh puri tarah se public ke liye band rahata hai. Yesa isiliye hai kiuki aamtaur par mansun ke mausam mein park mein badh aa jati hai. Kaziranga national park ka yatra karne ke liye sabse ache mahine November se April tak hai. Garm din aur thandi raaten hai jo aap March aur April mein ummeed kar sakte hai, jabki sukhad din aur thandi raaten November aur February ke beech ke mahinon ko paribhaashit karti hai.

At last

Toh dosto yeh tha aaj ke topic Kaziranga national park ke bare mein, asha karta hoon abhi aap jan gaye hai assam ke Kaziranga national park ke baade mein. ummeed hai yeh post apko pasand aaya hai.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also Read…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *