AM Aur PM ki full form kya hai | What is the full form of AM & PM

Hi doston, Knowledgefinder pe apka swagat hai. Hum roz ke jeevan shaili me aise aise words ka istemal krte hai jinka hume matlab pata nahi hota magar hum un words ke bager apni zindagi jee nahi sakte ya fir ye manlo kuch aise words jinke bager humaari zindagi adhoori si lagti hai.

Aaj hum is post me ek aise word ke baare me jaanenge jiska upyog hum roz krte hai magar humse us shabd ka koi matlab puche to shayad hi hum us word ka matlab ya full form ko btaa paayen. Aaj hum baat krne waale hai AM aur PM ke baare me.

 

full Form Of AM/PM

Askar apne iska istemal kiya hoga aur hum sab jaante hai AM aur PM kahan istemal kiya jaata hai. AM ko hum sab log raat ke 12 baje se lekr dopeher 12 baje istemal karte hai aur PM ko hum dopeher 12 baje se lekr raat 12 baje tak istemal karte hai.

Meaning Of AM
AM ka English word nahi hai magar ye ek latin word hai jiski full form hai Ante Meridiem. AM ko agar English me kaha jaaye to Before Noon aur hindi me kaha jaaye to dopeher se pehle. Hume Raat ke 12 bje se lekr subh ke 12 baje tak humaari ghadi me AM hi dikhaayi dega.

Meaning Of PM
PM ka bhi koi english word nahi hai ye bhi ek latin word hi hai jiski full form Post Meridiem. PM ko agar english me kaha jaaye to After Noon aur hindi me kaha jaaye to Dopeher ke baad. Hume dopeher ke 12 baje ke baad raat ke 12 baje tak humaari ghadi me PM hi dikhayi dega.

Aasha hai apko aaj ki post pasnd aayi hogi. Agar aap apne family members aur apne doston ke sath share zaroor kare taaki unko bhi is AM aur PM ka full form pata lag sake. Apke man me koi sawal ho to comment zaroor kare. 

Aise hi knowledgeable post ke notifications ko paane ke liye humaare FB page aur Website ko Follow krna na bhule. Apse phir mulakat hogi agli post me. Thank you for reading this post.

Yeh Bhi padhe-

2 thoughts on “AM Aur PM ki full form kya hai | What is the full form of AM & PM

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *