Armaan Malik Biography in Hindi, jivan parichay

Armaan Malik Biography in Hindi, jivan parichay, singer armaan malik ke family, padhai aur unke career ke bare mein.

Namaste dosto knowledge finder blog mein aap sobko swagat hai, aaj is post par aap ko janne ko milega Armaan malik ke jivan parichay, Arman malik ke biography.

Arman Malik kon hai?

Armaan malik ek Bollywood singer hai,aur uske sath sangit lekhak aur abhineta bhi hai. wo hindi gane ke alaba kanada aur telegu gana bhi gate hai.

Armaan Malik ke jivan parichay

Armaan Malik ka janam 22 July 1995 ko Mumbai mein huwa tha. wo hindi Cinema ka famous singer Sardar Malik ke pote hai, Anu Malik ka bhatija hai. uska pita ka name Dabbu Malik hai. Bachpan se Armaan Malik ko sangit se bohut lagab tha aur wo ek sangit paribar se the Armaan Malik jab 4sal ka tha tab se sangit shikna suru kar diya.

Armaan Malik ke School Life

Armaan Malik padhai ke shuruwat Jamnabai Narsee School mein kiya tha aur wo music ki padhai Berklee College of Music, boston, Massahusetts. Armaan Malik usha parbin ghandhi college of management se bechlor in management studies ki padai ki. Arman malik apne sangitkar bhai Amol Malik ke sath jai ho film main gana gaiya. Unhone 10 saal tak Rita cal aur Kadir Gulfam Mustafa Khan se classical sangit ki shiksha grahan ki.

Jane Armaan Malik ke best Bollywood gane

Armaan Malik ko takriban 100-200 comercel add main apni awaz de suke hain, Arman Malik ke bohot sara hindi gana hain jaise main rahon ya na rahu ,jab tak, ghar se nikalte hi, phela pyaar, chale aana, hua hain aaj pehli baar, aisa aur bhi bohut sara gana hain.

Armaan Malik ke Awards ke bare main

Armaan Malik best palyback singer hone ke karon first awards film Kaccha Limboo 2011. Global Indian music Awards (GIMA) 2015 main mila tha. 2016 main R D Burman Awards mila, 2017 main “Besabariyaan” gane ke liye Awards mila tha, aur uske bad 2018 main Filmfare Award-Kannada Film Industry ke taraf se mila tha, 2019 main filmfare Award-Telugu film Industry ke taraf se “Ninnila Ninnila” gane ke liye mila tha. iske alaba unhone aur bhi bahut sare awards prapt ki hai.

Last Word:

Too dosto aap jan gaye Armaan Malik ke jivan parichy, school life, unke best Bollywood gane, aur unke Awards ke bare mai. Asha karta hu aapko ye post pasand aaya hai. kuch sawal sujav hai to comment jarur kare.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also Read…

2 thoughts on “Armaan Malik Biography in Hindi, jivan parichay

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *