Copy right kya hota hai? Copy right ke kanoon ke bare main!

Hey dosto kaise ho aplog, asha karte hai sab thik hai.

Dosto,

Aaj ka jamana pura internet ke upar hi depend hai, internet ke wajah se hum aaj digital jamane mein aa gaye hai. Aaj ke is digital zamane mein hum bahut age badh gaye hai.

Lekin hum me se kuch log hain jo ajj ke is digital zamane mein bhi bahut anjan hai. Hume aaj kal kuch aise platform mila hai jaha hum apna bichar byakt kar sakte hai.

Aaj ke is internet ke zamane main bahut sare cheeze humse internet se milte hai.

Internet ke is zamane main hume bahut sare na janne wale main cheez janne ko milta hai.

Jaise google main hume bahut sare cheez janne ko milta hai. Google se hume website ke jariye bahut kuch janne ko milta hai.

Bartaman zamane main is duniya main bahut sare website hai, wo sabhi website apne apne content taiyar karta hai.

Lekin bahut sare website aisa bhi create hote hai, jo har koyi website se post copy karke apne website par past kar post kar deta hai.

Lekin aise copy past karke post karna ek kanooni gunah hai, jiske karan aapke jail bhi ho sakte hai.

aise copy past karne ko copyright ke naam se jana jata hai, jo ek bahut bada gunah hai.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Copyright kya hota hai? Copyright kitne prakar ke hote hai? Copyright ke kanoon ye sab ke bare main.

Copyright kya hota hai?

Copyright ek kanooni gunah hai. Kisi bhi cheez ko yani content ko copy karke kisi dusre jagah par use karne ko hi copyright kaha jata hai.

Copyright ke type:

Copyright bahut type ke hote hai, bahut se jagah aisa hai jispe se aap copy karke copyright ke case main phas sakte hai.

Pehle copyright hai agar aap youtube ke video download karke hubhu upload de denge to aapke channel par copyright ke case lag jayenge.

Agar aap ke channel par copyright ka case lag gaya to aapka channel band ho sakta hai ya aapko jurmana bhi bharna padh sakta hai or to or aapko jail bhi ho sakte hai.

Dusra hai website ke copyright, agar aap kisi bhi website ke content ko copy kar us content ko agar aap apne website par paste karke upload kare to aapke channel par copyright ka case lag sakte hai.

Agar aapke site par copyright aa jaye to aapka site bandh ho sakta hai or aap ko jurmana bhi bharna padta hai or saath hi aapka jail bhi ho sakta hai.

Copyright or bhi tarike ke hote hai, agar aap kisi bhi audio or video ko bhi copy karke khud istemal kiya to aapke upar copyright ka case lag sakte hai.

Copyright ke kanoon/Copyright kanoon kab se hai:

Copyright ke kanoon 1957 main lagu huwa tha.

Last word:

Toh dosto yeh tha copyright ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila copyright type ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *