Corona vaccine dene ke bad kya fayda hai?

vaccine dene ke benefits, corona vaccine dene se kya kya fayda hota hai ? Corona vaccine dena chahiye ya nahi

Namaste dost, Jaise ki hame pata hai is corona mahamari ne hume bahut pareshani ki hai or 2019 se lekar abhitak hum bahut pareshani jhele hai lekin hamare sarkar aur scientist ne kafi mehant ke bad iske vaccine nikale hai or hamare bharat ke log firbhi vaccine le nahi rahe.. is post mein hum vaccine ke bare me baat karenge jo ki log darte hai vaccine lene se.

  • Corona vaccine dene ke bad shorir ko extra immunity hota hai ek sharir ko andar me jo anti body hai vaccine dene ke bad woh power aa jayega. Aur vaccine ke bad shardi, bukhar hota hai lekin gabraye mat jada bimar nahi hota hai.
  • vaccine ke bad sarrkari subhidaye milte hai gadii me utna, dukan me jana ticket counter me vaccinated ke reference ka no. chahiye isliye hume vaccine dena jaruri hai.
  • vaccine ke bad sharir me dard hota hai, bukhar hota he lakin paracetamol dawai khake aram mil jati hai., agar jyada pareshani ho toh doctor ke saat baat chit kar lijiyega.

Note: Dhyan de

  • Is baat ko jarur dhyan de.. vaccine 1st dose covishield dekar bad me 82 din ke bad 2nd dose dena padega lekin koyi aadmi galati korke nurse ke saat baat chit nahi karke phir bhi 1t dose de de raha hai jo ki bahut badi galti hai. yeh galti hamare Desh bashi logoko ho raha toh jab bhi aap 2nd dose jane jayenge toh narse ke saat pehele mein 1st dose wala certificate dekhane bad 2nd vaccine dijiyega. isse galati se ek hi vaccince do bar nahi hoga or hame koyi nuksan bhi nahi pochyega.

At last:

Toh dosto yeh tha Corona Vaccine ko lekar kuch bate asha karta hoon aapko yeh post pasand aaye hai or vaccine ko lekar jo rumors the woh durr ho gaye. apke maan me bhi kuch baat hai coroca vaccine ko lekar toh niche comment me jarur bataiye.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *