Data saver kya hai? | data saver ke fayde aur nuksan – Knowledge finder

Hi, android phone toh aap use kar hi rahe honge aur sabhi phones par data saver option zaroor hote hai magar sabko iske bare me jankari nahi hota, ki yeh data saver kya hai aur data saver on/off karne se kya hota hai. 
 
Toh dosto is post ko endtak read kijiye humne is post par bataya Data saver kya hai?, Data saver pubg ke liye helpful, data saver ke fayde, data saver ke nuksan. Umeed hai Apko data saver ke bare me yeh jankari accha lagega.
 
What is data saver in Hindi

Data saver kya hai?

Yahan data saver jo ki Android phone par hote hai uske bare me bataya. Data saver ka matlab hai data saving karna mane apka data jyda nahi jayega save hoga.magar kaise save hoga data save isiliye hoga ki jab ap data saver on karte ho tab apka mobile par jitne bhi apps hai un sare apps par data istemal nhi hoga I mean background data usage nahi hoga. 
 
Aap jo apps ko istemal karenge us samay apka data sirf us app hi usage karega. Sidhi bat yeh hai ki data saver matlab background data usage hona band krna. Jisse apka data khrcha nahi hoga. 

Data saver ke fayde
Data saver ke fayde matlab ek toh apka data waste nahi jayega. Aur sabse badhe fayde yeh hai ki apka whatsapp, messanger par notification nahi ayega aap jabtak us app ko open nahi karenge. Toh yeh ek fayde man bat hai
 
Data saver ke nuksan
Nuksan ke bat kare toh jyda nuksan nahi hai data saver on krne se apko yehi nuksan hoga ki apka jo bhi apps background mein chalte hai woh sare nahi chalega. 
 
Aur message par bhi nuksan hai apka koi bhi important message ho ya kuch mails ho apko notifications nahi ayega ap jabtak mails app ya fir whatsapp app ko open nahi karenge. Toh yeh ek nuksan wale bat hai. 
 

Toh Dosto aap comment krke zaroor bataye kabi data saver istemal kiya hai ya nahi?

 
Data saver pubg ke liye fayde
Agar aap pubg game khelte ho toh apko khusi hoga ki data saver ke madad se pubg khelne me fayde. 
 
Ji han agar ap data saver on krke pubg khelenge toh apka pubg par data sahi se istemal hoga aur ap smoothly game khel payenge. 
 
Kyu ki jab aap data saver on karenge tab koyi bhi app par data usage nahi hoga sirf apne jo pubg ko open krke rakha usi par istemal hoga. Us wajah se internet slow hone par bhi pubg sahi se chalega. Hui na yeh pubg lover ke liye khusi wale bat.
 
Last word:
Toh pyare reader I hope apko yeh post pasand aya hoga aur apko puri jankari mil gaya data saver ke upar. data saver kya ? data saver ke fayde and nuksan
kuch Sawal hai toh comment par bataye ?. latest post ki update pane ke liye hamare Facebook page like karna na bhule aur hamare blog ka bell icon ko subscribe kare. Knowledge finder blog visit karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad
Yeh bhi padhe-

2 thoughts on “Data saver kya hai? | data saver ke fayde aur nuksan – Knowledge finder

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *