Diwali ke baare mein kuch jankari

Namaste Dosto, Aaj is post par hum janenge bharat desh mein bahut bade touhar diwali ke bare mein. diwali kyu manaya jata hai, kab se yeh kisne shuruwat ki yeh sabhi bate janenge.

Diwali tyauhar kab aur kaise hua tha

Diwali Bharat desh mein Sabse bhora tyauhar hai aur har saal bada khushiyon se Diwali bharat mein manaya jata hai. Diwali panj dino tak chalne bhala yeh bharat ka sabse bada tyauhar hai. Dashahara khatm hone bad desh bhar mein diwali ki tayari ki jati hai. Amavasya ki rat ko Diwali manaya jata hai, Bhagwaan Sri Ram 14 saal ki banwas Ayodhya loote the is khushi mein Ayodhya bashi ke dhara ghee Dhiye jalaye gye the. Isi din se Diwali ka tyauhar manaya jata hai.

Diwali dipo ka tyauhar hone ke karan sabi ke man ko aalokit karta hai is tyauhar ke ane se sabi gharon mein alakh hi raunak utpann ho jati hai.

Diwali mein kiski puja ki jati hai

Diwali ke shubh avashar mein hindu calendar ke anusaar suryaast hone bad bhagwaan Ganesh aur Mata Lakshmi ki puja ki jati hai. Dan aur aachi jeevan ke liye Lakshmi ji ki puja ki jati hai, Lakshmi ji ki aagman ke liye gharon mein rangoli bhi banaee jati hai aur Lakshmi ji ki puja ke liye Lakshmi aarati bhi ki jati haihai, Bhagwaan Ganesh ji ki puja ke liye ganesh aarati ki jati hai. Diwali bharat ki bachche bhude sabi logon ki pasandita tyauhar hai. Diwali ke pahle aur badme bharat mein aur bhi tyauhar manaya jata hai.

Diwali mein manaya jane bhale tyauhar

Diwali ke ak din pehle dhanteras ka tyauhar manaya jata hai is din logo ki dhara kisi vastu ki rup mein kharidari ki jati hai aur Lakshmi ji ki puja ko dhanteras ke din kiya jata hai. Aur Lakshmi ji ko prashnon karne ke liye puja aur bhajan kiya jata hai. Iske agle din Chhoti Diwali ke rup mein manaya jata hai is din bhagwaan Sri Krishna ji ki puja kiya jata hai, kaha jata hai ki bhagwaan Sri Krishna ji ke dhara is din rakshak raha Narkasura ko mar diya gya tha. Chhoti Diwali ke bad mukhya Diwali manaya jata hai. Iske agle din ghobaardhan puja ke rup mein manaya jata hai yeh puja bhi Sri Krishna ji ke rup mein manaya jata hai is din dharbhaje mein logon ke dhara gobar ki puja ki jati hai,aur sath hi panjwa din bhai bhuj ya yam dwitiya ke rup mein manaya jata hai. Aur bhai ki lambi umra ke liye bhagwaan he prarthana ki jati hai.

Bharat ke alag alag raajya mein Diwali manane ki prakaar

Bangal Odisha– Raajya ke dhara Diwali ka tyauhar esliye manaya jata hai is din mata Sakshti ke rup mein Mahakali ka rup dharan kiya gya tha. Aur is din Lakshmi ji ke sthan par Eha Ma kali ki puja ki jati hai.

Punjab– Raajya mein Diwali ko is rup mein manaya jata hai ki is din 1577Ad purbo Swarna Mandir ki neeb rakhi ki gyi thi. Aur Sikhon ke Guru Hargovind Singh ji ko bhi esi din jel se riha kiya gya tha.

Tamilnadu, Andhra Pradesh– Raajya mein Diwali ko dhyapar mein Krishna dhara Narkasura ko marne ki khushi mein Krishna ki puja ki jati hai.

Bharat mein kon kon se log Diwali manatee hai

Bharat mein Hindus, Jains, Sikhs and Newar Buddhists, Sabi Jaati ke log aapne aapne parampara ke sath diwali manatee hai. Lekin Diwali sabi ke liye ak hi aikhata hai ki andhakaar ko dhur karke logon ke jeevan mein khushiyon lana.

At last

Toh dost yeh tha aaj ke topic Diwali ke bare mein, asha karta hoon abhi aap jan gaye honge Diwali ke bare mein, diwali kab se shuru hua yeh touhar kyu manaya jate hai. ummeed hai yeh post apko pasand aaya hai.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also Read…

One thought on “Diwali ke baare mein kuch jankari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *