Ek sath sabhi gaane par khudka photo kaise lagaye | MP3 songs mein pic kaise lagaye

Hey friends, hum bahut sare gaane par hum dekha hai logoka pic lagaya hua hai tab hamare man mein yeh sawal jarur aaya hoga ki akhir MP3 gaane mein khudka photo kaise lagaye. 

 

 
Toh dosto tanson na kare aj ke is post par hum iske upar hi bataya hai ki aap koyi bhi MP3 gaane par khudka photo kaise lagaye is post par apko jankari milega MP3 Gaane mein pic kaise lagaye, Ek sath sabhi gaane par khudka photo kaise lagaye, MP3 gaane par khudka photo kaise lagaya jate hai Is post ko endtak jarur read kijiye apko Mp3 gane par photo lagane ke bare me puri jankari mil jayega.
 
how to add picture in mp3 songs

 

MP3 Gaane par photo kyu lagate hai ?
 
Jab koyi computer se ya internet se gana download karte hai toh koyi na koyi pic laga rehta hai kuch gane par dukan ka name ya fir website ka naam aur kuch gane par dusra ka photo, yeh photo gane par isiliye lagaya jata hai taki us website aur us dukan ke bare me logoko pata chale.
 
kuch log apne khudka photo lagate hai kyu ki mp3 gane bajate samay khudka pic gane par rehta hai dekh kr ek alag sa khusi milti hai. so apko bata diya mp3 gaane par pic kyu lagate hai.
 

 

MP3 Gaane par photo kaise lagaye ?
 
Yeh trick bahut hi easy hai bas apko ek website visit karna hoga or woh se ek Software download karna hai jo ki Windows ka Software hai ap windows 10, windows 7 sabhi opereting system par chala sakte hai.
 
 
 
Step : 1  Sabse pehle ap google.com open kijiye usme type kijiye MP3 tag karne ke bad apko upar diya hua pic ke jaisa nazar ayega bas apko pehle wale option par click karke us website pe visit karna hai.
 
 
Step : 2  Visit karne ke bad apko HOME, DOWNLOAD Option dikhay dega usme se Download par click karna hai.
 
 
Step : 3  Uske bad apko mp3tagv295setup.exe par click karna hai aur click karte hi software download hona shuru ho jayega, download karne ke bad ap use install kijiye.
 
Install kaise kare! yeh software bhi wesa hi dusra software ke jaise hi install karna hai sabse pehle setup par click kare uske bad Run par then next next click karna hai.

 

 

Step: 4  Software open kijye uske bad ap add directory par click karke apne jis folder par gaane rakha hai us folder ko select karna hai.

 



Step : 5  uske bad apko sabhi gaane ko select karna hai karne ke bad Extended tags par click kijiye uske bad ek new window open hoga.

 


Final step : Is window open hone ke bad sabse pehle step apko remove cover par click karke pehle wala cover yani gaane ka pic remove krna hai, uske bad ap step 2 mein add cover par click kare aur apne computer se photo select karke ok kar dijiye. last mein ap MP3tag software ke left side upar save option hai bas save kr dijiye apka sabhi gaane me photo save ho jayega.

Toh dosto aj ke is post par apko jankari mila MP3 gaane par photo kaise lagaye. MP3 gaane mein photo kyu lagate hai aur ek sath sabhi mp3 gane mein photo kaise lagaye. Toh post kaisa laga comment mein jarur bataye.

Ho sake toh Is post ko apne dosto ke sath share kare, apne social media par bhi jarur share kare ?

kuch Sawal hai toh comment par bataye ?. latest post ki update pane ke liye hamare Facebook page like karna na bhule aur hamare blog ka bell icon ko subscribe kare. Knowledge finder blog visit karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

Yeh bhi padhe –

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *