Facebook pe profile lock kaise kare?|profile lock ke fayde!

Hello, is post mein humne bataye hai fb ke ek kafi useful/safety tips Facebook pe profile lock kaise kare?|profile lock ke fayde!

aaj kal hum social media par din bhar khoye rehte hain,apne sukh dukh k bate hum social media pe shre karte hain,khas kar hum sociaal media k facebook par hi jyada samai dete hain,hum apne photo,apne dosto k photo or koyi saare cheez bhi facebook pe dalte hain,jo ki hamare facebook par save hoke rhte hain or jo chaahe wo haamaree ye post dekh or photo dekh sakte hain.Lekin ye sare post or photo jitna sfe hain utna hi unsafe bhi ho sakta hain,kyuki koyi agar hamare photo ko hamare savings se lekar share kaar de ya photo ke screenshoot leke koyi kahi galat kam bhi kar sakte hain,,isliye facebook ne apne app par ek features diya hain jiska naam haain profile lock,to is post par hum is naye freatures k bare main baat karenge..

facebook Profile lock k faide:

profile lock karne par hamaara faccebook puri tarahh safe rehta hain.Humaraa facebook sirf unhi logo k khula hote hain jin logo hum friend banayenge or jinko allow karenge dekhne par,nhi to koyi dusraa hamaree profile check nahi kar payenge,isse ye hota hain ki hamare faceboook cheez hamare duwara select kiye gaye log hi dekh pate hain,jisse haamare sabhi data safe rehte hain or hamare data ka koyi bhi galat faida nhi utha saakte hain.Isliye safety k mamle main ye wala freatures bahut hi assa hain or facebook ki safety main ye baahut kam aayenge.

Facebook Profile lock kaise kare:

Is freatures ko on karne k liye pehle facebook par apne profile open karna padega,profile open karne k bad profile k side main jo three dot hote hai (profile setting) usme click karna hain,waha click karne k bad hamre bahut sare option ate hain,jaha par 5no option hain lock profile,us par hume click karna hain or hamare profile lock ho jata hain.Hum apne facebook account ke safety k liye is naye freatures k istemal kar sakte hain,jo ek bahut hi badiya option hain.

At last:

Toh dosto yeh tha fb ke naye feature profile lock ke fayde! i hope aapko yeh post pasand aaya hai or aap jan gaye Facebook pe profile lock kaise kare? Fb profile lock benefits in Hindi

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also read..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *