Facebook video Gallery mein kaise download kare!

How to download Facebook videos, Facebook video Apne phone mein save kaise kare!

Hello Dosto, Apka firse ekbar swagat hai Knowledge finder blog par, Aj Hum kis Topic par bat Karenge Sayed aap jan Gaye honge title dekhkar.

Ji Apne Sahi samje Aaj hum janenge Facebook chalate samay Jo video chalte hai use apna phone par kaise save kare, Facebook se video kaise download kare, how to download Facebook videos to gallery.

Facebook mein lagh Bagh apko har Tarah Ka videos Facebook par mil Jayega. Toh Aaye finally apko bata de ki Facebook se videos download kaise kare!

Aap niche diye Gaye step by step ko follow Kare apko Facebook se videos download krna ashani se aa jayega.

Sabse pehle apko play store se “video downloader for Facebook” app download krna hai.

Step : 1 App Install krne ke bad apko Facebook app se video ke link copy krna Jo video ap download krna cahte hai

Step : 2 link copy krne ke liye apko Facebook videos ke upar right side mein three dot par click krna hai, Uske bad niche copy link Likha ayega apko uspar click krdena hai. Toh video link copy Jo jayega.

Step : 3 video link ko copy Karne ke bad aap video downloader for Facebook app mein Jana hai or paste Karne Ka jagah rahega uspar paste krdena hai, uske bad apko download button par click kardena hai.

Step: 4 click krne ke bad videos download hone lagega Jaise aap upar image par Dekh rahe hai.

Note: Wese apko play store par facebook video downloader bahut mil jayega. Magar maine apko jo facebook video downloader diya iska baat hi kuch or hai.

Kyuki is app me apko Facebook account login karna bhi jarurat Nahi padegi bas aap Facebook se video ki link copy karke app ke andar Dal dijiyega toh apko videos apna phone par Download ho jayega.

Last word:

Toh aaj humne apko bata diya ki Facebook video kaise kare, how to download facebook videos on Gallery in Hindi asha karta hu apko pata chal gaya facebook se video download karne ke bare mein.

Hello Dost, Post kesa laga aur apko koi sawal hai Toh comment par jarur likhe, Ho sake toh is post ko Apne Dasto ke sath, social media par bhi share jarur kare, article ke anth me aur shuruwat me share button hai udhar se aap click Karke ashani se share Kar payenge.

Aap hamare Knowledge finder ke latest updates pane ke liye Facebook page like kare, Right side par Bell icon ko subscribe kare! ?

“HAR BAAR KI TARAH APKA KEEMTI SAMAY DEKAR HUMARE ARTUCLE KO PADHNE KE LIYE AUR KNOWLEDGE FINDER PAR VISIT KARNE KE LIYE BAHUT BHAUT DHANYAWAAD”

Yeh Bhi padhe –

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *