Hindi Voice Typing kaise kare | Hindi Voice Typing apps

Hi, knowledge finder pe aapka swagat hai, aaj ke is post Mein Hum Jan ne Wale Hain voice typing kya hai, voice typing ke fayde aur voice typing kaise karen. Usi ke sath sath janenge Hindi voice typing keyboard aur Google voice typing in Hindi ke bare mein. Agar aap bhi Google voice typing ke bare mein Nahi Jante Hain ya Aap Ko Nahin pata hai ki Hindi mein voice typing kaise karen to Bane Rahiye Hamare aaj ke is post ke sath


Voice Typing kya hai, what is Voice Typing in Hindi
Bahut logo ko yeah Sawal aata hai ki voice typing Kiya Hai voice typing ka matlab hai aapko muh se bolna hai aur aap jo bhi bologe wo text mein automatic likh kar aa jayega. 

Voice Typing ke Fayde, Benifits of Voice Typing in Hindi
Voice typing ya Google voice typing ke bahut Sare fayde hai Agar aap computer your mobile istemal karte hain to voice typing ka ek Option hota hai aur voice typing ke application bhi available hote hain iske jariye aap aap jo bhi voice me bologe wo aap ko likhne ki jarurat nahi padegi automatic aapke computer ya mobile screen par type ho jayega.

Uses Of Voice Typing, Uses of Google Voice Typing
Maan Lijiye Agar aapke paas typing speed kam hai to aap Google voice typing Ka istemal Karke Apne kaam ko Sahi tarike se kar sakte hain. Voice typing bahut sari bhashao Mein available hota hai aapko Jisme bhasha mein voice typing karni hai use bhasha mein aap voice typing kar sakte hain

For example : Maan Lijiye aap Punjabi hai aur aap ko dusri koi bhi Bhasha nahi aati hai to aap Punjabi ke liye voice typing app ko Google Play Store se download kar sakte hain aur jab aap Punjabi mein bologe to Punjabi mein likh kar aa jayega

Voice Typing kaise kare, How to do Voice Typing in Hindi
Voice typing karne ke liye aapke paas voice typing app hona chahiye. Uske baad aap aap jis bhi bhasha mein voice typing karna chahte hain us bhasha me boliye. Bas Aap Ka Kaam Ho Gaya aap voice typing karna seekh gaye hain.

                                    Click here to Download

Magar voice typing karte waqt Dheere Dheere Bole Kyunki agar aap bahut Teji se bolenge to apke voice typing application ko samajhne Mein Der Lagegi aur bahut sari galtiyan bhi ho jayegi

Hindi Voice Typing Keyboard, Google Voice Typing in Hindi
Agar aap Hindi ke liye voice typing karna chahte hain ya Hindi mein main voice typing karna chahte hain to Play Store se Hindi ke liye voice typing ka application download Kar Lijiye Uske bad application ko open kijiye. Aur apne keyboard se application ko access dekar aap ko Jahan Bhi Hindi mein likhna Hai wahan par use App Ka istemal kijiye.

Aap Jo bhi bologe wo shuddh Hindi mein likh kar aa jayega aapko uske liye specially Hindi typing sikhane ki jarurat Nahi Hai Aap Jo Bhi voice mein bologe Bina Kisi spelling mistake ke likh kar aa jayega Magar bolte Waqt aapko bahut aaram se aur Dheere Dheere kar bolna hai taki aapka koi bhi Shabd chote na aur mistake Bhi Na Ho agar aap jaldi bologe to mistake hogi aur aur kuch Shabd chhut Jayenge

Hindi voice Typing, Hindi me voice typing, Voice typing in Hindi 
Abhi hum aapko Ek paragraph Google voice typing se translate Karke batate Hain Jisme Humne voice typing Ka istemal Karke likha hai.

आप जो भी बोलोगे वह शुद्ध हिंदी में लिखकर आ जाएगा आपको उसके लिए स्पेशली हिंदी टाइपिंग सीखने की जरूरत नहीं है आप जो भी वॉइस टाइपिंग में बोलोगे वह बिना किसी स्पेलिंग मिस्टेक के लिखकर आ जाएगा मगर बोलते वक्त आपको बहुत आराम से और धीरे-धीरे रुक कर बोलना है ताकि आपका कोई भी शब्द छूटे ना और मिस्टेक भी ना हो अगर आप जल्दी बोलोगे तो मिस्टेक होगी और कुछ शब्द छूट जाएंगे. इसीलिए बेहतर होगा कि आप आराम से बोले और जो भी बोले उसे शब्द का उच्चारण भी अच्छे से करें.


Hindi Speech Typing on Android Mobile, Hindi Voice Typing
Hindi speech typing on Android mobile ka matlab hai bahut Sare Android mein main voice typing ka option Pahale Se Hi hota hai voice typing karne ke liye alag se a application ki jarurat nahi padti.

Agar aapke mobile mein me Hindi speech typing ya voice input naam ka car system Bana hua hai to aap is se bhi voice typing kar sakte hain. Yeh cheez Mein Usi tarike se kaam Karti Hai Jis tarike se voice typing application kaam karta hai.

Last Words
Doston aaj ke is post ke Madhyam se Humne Jana ke Google voice typing kya hai, voice typing kaise karen, voice typing ke kya fayde Hain, Hindi mein voice typing kaise karen, Benifits of Voice Typing, Voice Typing in Hindi, Google Voice Typing application, Hindi me voice typing kaise kare iske baare me.

Agar aap ko Hamari aaj ki ye post acchi lagi ho to isko Apne friends aur family ke saath share Jarur Kare, koi bhi Sawal ho to usko commentJarur puche. Aise hi knowledgeable post ke notification ko pane ke liye Hamare website www.knowledgefinder.in ko follow karna aur Hamare Facebook page ko like karna na Bhule 

Aapka Hamari aaj ki post read karne ke liye bahut bahut Dhanyavad Milte Hain nextpost me, Bye and take care

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *