How to become a BDO officer in Hindi!

BDO officer kaise bane?

Kisi ek desh ko chalane ke liye bahut sare logo ki jarurat hoti hain. Matlab bahut sare branch ki jarurat hoti hain. Desh ke pradhan mantri ke saath bahut sare mantri hoti hain,vin vin bhag ko dekhne ke liye ye sab mantriya hoti hain.

thik usi tarah desh ke jitne bhi bibhag hote hain unko chalane ke liye mantriyo ke puri kuch or officer hote hain, jo officer desh ke bahut bade officer hote hain or wo officers bahut hi respected hote hain.

un officers ke selection aise nahi hota , unke selection ke liye sarba bhartiyo parjai mein ek exam hota hain, jo ek bahut hi kathin exam hota hain or jis exam ka naam hai UPSC, bahut kam hi log ise clear kar pata hain or desh seba mein jur pate hain.

Thik usi tarah state level main bhi ek civil service exam hota hai jo exam state ke officer pad ke liye hote hai. State level civil service exam APSC ke andar ata hai ek officer pad jis pad ka naam hai BDO.

To dosto aiye is post par hum jante hain ki BDO kya hota hain, iska eligibility kya hain, BDO ka exam kab hota hain ye sab ke bare main.

BDO ka full form:

BDO ka full form hai Block Development Officer.

BDO banne ke liye eligibility:

BDO banne ke liye aap ko kisi bhi govt recognized University se graduation hona jaruri hain ya uski sama kaksh hona jaruri hain, chahe app science se ho ya arts ho ya commerce background se ho, apka bachelor degree hona jaruri hain. Mainly aap ko APSC, BPSC jaise jo state civil service exam hota hai use crack karna padta hai.

BDO ka kaam kya hota hai?

BDO yani Block Development Officer ka kaam hota hai apne block andar ane wale xetra ka develop karna, raste ghat or saath hi school college ki development ye sabhi side BDO ke nigrani main hote hai.

Last word:

Toh dosto yeh tha BDO yani Block Development Officer ke bare me kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur ummid he ki isse aplogo ko kuch janne ko mila BDO ke bare main.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *