Ishan Kishan ke jeevan parichay ke bare main!

Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.

Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.

Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.

Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.

Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Ishan Kishan.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Ishan Kishan ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.

Ishan Kishan ka janm:

Ishan Kishan ka janm 18 July 1998 ko Bihar ke Bodh Gaya main huwa tha.

Ishan Kishan ke family:

Ishan Kishan ke pita ka naam hai Pranav Kumar Pandey or Ishan Kishan ke mata ka naam hai Suchitra Singh.

Ishan Kishan ke pura naam:

Ishan Kishan ko to aise hum sabhi Ishan Kishan ke naam se hi jante hai, lekin unka pura naam hai Ishan Pranav Kumar Pandey Kishan.

Ishan Kishan Scores 50 Innings Highlight On Debut India V/S England 2nd T20  Narendra Modi Stadium Debut Match

Last Word:

Toh dosto yeh tha Ishan Kishan ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Ishan Kishan ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *