Laptop ke wallpaper kaise change kare?

Dosto aaj kal hum apna sabhi kam digital tarike se karte hai, kyuki aaj ka jamana digital ho gaya hai. Isliye aaj kal digital device ka use bhi bahut jyada tarike se hone laga hai.

Digital device kaha jaye to mobile se laptop, desktop, tablet ye sab device. Aaj kal har kisi ke pass hota hai ye sab device. Kyuki sabhi log apna jyadatar kam ye sab device mein karta hai.

Log apna jyadatar online kaam ye sab digital device mein hi karta hai, ye sab mein se sabse online kam ke liye jyada use honewala device hai laptop or desktop.

Hum apne desktop ya laptop ko asche dikhne ke liye iske asche se asche wallpaper set karte hai.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Desktop ya laptop ki wallpaper kaise set karte hai ye sab ke bare mein .

Laptop ke wallpaper kaise change kare?

Laptop ke wallpaper set karne ke liye pehle apko laptop or desktop ke mouse ke right click karna hota hai.

Waha click karne ke bad apke screen pae kuch option aa jate hai, isme se ek hai refresh ka or ek hota hai personalize ka or baki option hota hai, lekin apko personalize option par click karna hota hai.

Waha click karne ke bad apke device ke settings open ho jata hai, uske bad apke screen par kuch option aa jata hai or saath hi apke device ke screen par device ke saath fix huwa jo wallpaper the wo aa jate hai.

Uske bad apko usme se apke pasandida wallpaper par click karna hota hai , waha click karte hi apke wallpaper set ho jata hai.

Aap wallpaper online se bhi download karke set kar sakte hai, apko bas google par jana hai or apna pasandida wallpaer search karna hai or download karna hai.

Last word:

Toh dosto yeh tha laptop ya desktop ke wallpaper set karne ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila wallpaper set karne ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *