Mobile phone ke Auto live wallpaper on/off kaise kare?

Is post me mobile phone ke feature Mobile phone ke Auto live wallpaper on/off kaise kare?, how to set live wallpaper on android, disable kaise kare auto live wallpaper! Is bare me janne ko milega..

live wallpaper

live wallpaper ko bahut log kafi pasand karte hai woh isiliye kyuki automatic apne phone me wallpaper change hte rehta hai, lekin kuch log yeh na pasand hai nahi use karte hai iske liye yeh off disable kar dete hai.

Mobile phone ke Auto live wallpaper on/off kaise kare?

sabse pehle aapko yeh janna hoga live wallpaper ka feature apke phone me hai ya nahi agar hai toh bina koyi apps ke madad se aapke phone me live wallpaper on kar skte hai.

agar apke phone me live wallpaper ka feature diya nahi gya toh aap play store se live wallpaper apps download kar ke use setup kar skte hai picture rojana kitna change hona chahte hai.

agar apke phone me fixed live wallpaper option hai or off karna chahte toh kaise ?

Iske liye apko sabse pehle system settings me wallpaper section me jana hai woha apko auto live ya cloud wallpaper ke option dikhega woha off kar dena hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *