Mohammad Shami ke jevaan parichay!

Mohammad Shami biography in hindi!

Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.

Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.

Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.

Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.

Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Mohammad Shami.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Mohammad Shami ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.

Mohammad Shami ka janm:

Mohammad Shami ka janm 3 September 1990 ko Uttar Pradesh ke meerut main huwa tha.

Mohammad Shami ke family:

Mohammad Shami ke pita ka naam hai Tousif Ali or Mohammad Shami ke mata ka naam hai Anjum Ara.

Mohammad Shami ka pura naam:

Mohammad Shami ko hum sabhi aise to Mohammad Shami ke naam se hi jante hai lekin unka pura naam hai Mohammad Shami Ahmed.

Mohammed Shami 2.0: The Ruthless, Rejuvenated 'Leopard from Bengal' roaring  for India

Mohammad Shami ke record:

Mohammad Shami ne bahut sara record apne naam kiya hai. Mohammad Shami Indian Cricket Team ke ek wicket tacker bowler hai.

Mohammad Shami ne CWC 2019 main Afganishtan ke khilaf hat-trick liya tha.

Or World Cup main hat-trick lene wale player ke list main Mohammad Shami ne apna naam shamil kiya tha.

Mohammad Shami ke career:

Mohammad Shami Indian Cricket team ke ek right handed bowler hai.

Mohammad Shami ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 6 January 2013 main Pakistan ke khilaf.

Mohammad Shami ne 2013 main test cricket main debut kiya tha west indies ke khilaf.

Mohammad Shami ne ODI debut kiya tha 2013 main Pakistan ke khilaf. IPL debut kiya tha 2013 main.

Mohammad Shami ne T20 match main debut kiya tha Pakistan ke khilaf 2014 main.

MOHD. SHAMI: BEST EXPONENT OF REVERSE SWING

Mohammad Shami ki best bowling performance:

Mohammad Shami ke ODI main best bowling performance hai 5/69.

Mohammad Shami ke test cricket main best bowling performance hai 6/56.

Mohammad Shami ke T-20 main best bowling performance hai 3/38.

Mohammad Shami ki ODI main total wicket hai 144, Mohammad Shami ki test cricket main total wicket hai 180 or Mohammad Shami ki T-20 main total wicket hai 12.

Last Word:

Toh dosto yeh tha Mohammad Shami ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Mohammad Shami ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *