Nitish Rana ke jeevan parichay!

Nitish Rana biography in hindi!

Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.

Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.

Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyo ke khel.

Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.

Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyo ke bich ek khiladi hai Nitish Rana.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Nitish Rana ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.

Nitish Rana ke janm:

Nitish Rana ka janm 27 December 1993 ko Delhi ke Bhartal main hua tha.

Nitish Rana ke mata pita ka naam:

Nitish Rana ke pita ka naam hai Dara Singh Rana, jo ek Maths ke professor hai, or Nitish Rana ke mata ka naam hai Satish Rana.

Nitish Rana ka nick name:

Nitish Rana ek bahut hi asse or funny nick name hai jo unko unke dost or teammate bulate hai wo nick name hai naughty rana.

Nitish Rana ke biwi ke naam:

Nitish Rana ke biwi ka naam hai Saachi Marwah, jo ek interior designer hai. Nitish Rana ka shaadi hua tha february 2019 main.

Used to lock my room and cry after Sourav Ganguly's dismissal: KKR's Nitish  Rana - Sports News

Nitish Rana ki career:

Nitish Rana ek professional Indian Cricketer hai. Nitish Rana ek left handed opening or middle order batsman hai. Nitish Rana ki cricket career ki shuruwat hui thi 2011 se Delhi state ki or se.

Nitish Rana IPL(Indian Premier League) ke ek bahut bada player hai. Nitish Rana ne apne IPL career ki shuruwat ki thi 2015 se jaha wo 2015 se lekar 2017 tak Mumbai Indians ki or se khele.

Nitish Rana 2017 ke bad 2018 se IPL main Kolkata Knight Rider team ke liye abhi tak khel rahe hai.

Last word:

Toh dosto yeh tha Nitish Rana ke jiboni ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Nitish Rana ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *