Per lagane ke bad kiya kiya fayde hai | Benefits of tree in Hindi

Hi Doston, Hamare jivan ko jibid rakhne ke liye per ke bahut jarurat hoti hai, per ke bina oxygen milta nahi hai, or hamare jo nature hai woh per ke bina adhura hai. toh aaj hum is post mein per kuch benefits fayde ke bare mein baat karenge. Per lagane ke bad logo ko faida hai, per poude hume kyu lagaana chahiye,

Per ke benefits fayde kya kya hai ? | Benefits of tree in Hindi

  • Per ne logoko oxyzen deti hai .jo jaga me per jada hai woh jaga me barish bohut hota hai.
  • Barish hone ke bad kishano ne foshol ashi taraf hota hai .
  • Scientist ne bataya jata hai ki ak per katne me paas per lagane saakta hai.
  • Per lagane ke bad nodi ke aas paas,pohar ke aas paas jomi nahi girta hai.
  • Per ke patose madyam se Bahot oushodiyo banta hai Woh Ayurveda medicine keheta hai.
  • Per ke lagane bad surujka temperessure kom ho jata hai.
  • Per ke lagane bad gormi kom hota hai bad log ko
  • Hume acche lagta hai .
  • Per ke lagane lombi hone ke bad per ke jo paat gir jata hai woh paat jomi ke liye bahot assha hai.
  • Narial ke per se Nariel hota hai usse oil banta hai,
  • Apple per se logo ne apple khate hai,woh apple khane bad logo ko sarir ko vitamin milta hai tab tak sarir aram lagta

hai.

  • Per ne boda hone ke bad logo ko bohut kam aati hai ghar ke furniture, bed ,korshi, table wagera yeh sab per se banaya jata hai.

Last Word:

Toh Dosto yeh tha jankari per ke bare mein, asha karta hoon aapko yeh post pasand aaya hai or per ke kya kya fayde hai jan gaye hai.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

One thought on “Per lagane ke bad kiya kiya fayde hai | Benefits of tree in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *