Rabindranath Tagore Biography in Hindi. Hello friends, kaise hain aap sabhi mai asha karta hu ki aap sab acche honge. Aaj hum Rabindranath Tagore ki biography ke baare mai baat karenge ki kaise unhone apni sahitya kala ke dum par apna itna bada naam banaya or jaskaran unko nobel Prize se bhi sammanit kiya gaya.
To ayeye jaante Rabindranat Tagore ji ke jeevan kaal ke baare mein aur kuch interesting facts of┬аRabindranath Tagore in Hindi, Rabindranath Tagore Biography in Hindi, Rabindranath Tagore ki Jivan kahani.
Some interesting facts about Rabindranath Tagore
Dosto aap sab ko pata hi hoga ki hamare desh ka national anthem yaani ki тАЬJana gana manaтАЭ Rabindranath Tagore ji ne likha hai yha tak ki Rabindranath Tagore ne amar sonar bangla jo ki bangla desh ka national anthem hai or to kuch logo ka yeh bhi kehna hai ki rabindranath Tagore ne sri lanka ka national anthem sri lanka matha likhne mein yogdan diya tha.
Rabindranath nath Tagore ka naam bharat mein hi nahi balki puri duniya mein mashoor ho chuka tha. Rabindranath Tagore ko inke gaane, novels, natak, kahaani or kavitaon ke liye puri duniya bhar mein jana jata hai. Nobel prize ke saath-saath inko Mahatma Gandhi ji ne gurudev ki upadhi se bhi sanmanit kiya. Rabindranath Tagore ne apne pure jeevan kaal mein 2000 se bhi jyada gane likhe hai.
Rabindranath Tagore Biography in Hindi
Rabindranath Tagore ka janam 7 may 1961 ko calcutta mein hua. Unke father ka naam Debendra nath Tagore tha or unki mother ka naam sarada devi tha. Unke father ek dharm sudharak the jo ki baad mein brahm samaj mein jur gaye. Rabindranath Tagore ka parivaar ek bhut prabhaavshaali parivaar tha jiska itihaas kreeb 300 saal purana tha. Unke parivaar ke kisi na kisi sadasya ne business, smaj sudhaar, sahitya kala or sangeet mein apna yogdan diya hai. Rabindranath Tagore ki mother bachpan mein hi mar gyi thi or rabindranath Tagore ko unke nokron ne hi paala paala kyon ki unke father bahut busy rehte the. Rabindranath study ke liye school nahi gaye unho ne ghar mein reh kar hi apni saari study ki. Study ke ilava rabindranath Tagore ne judo, wrestling, swimming or tracking bhi sekhi.
Rabindranath Tagore ne 16 saal ki age mein apni pehli kahani likhi jiska naam bhikharini tha or 20 saal ki age mein apna pehla natak likha jiska naam valmiki pratibha tha. 1890 mein rabindranath Tagore ne aapna sabse famous natak likha jiska naam visarjan tha. Rabindranath Tagore ke father unko advocate bnana chate the jis ke liye unko England bheja gya par rabindranath Tagore ne apni study ko chod diya or vapis aa kar khud se hi sahitya ki study karne lage. Unho ne bahut se novelтАЩs or story padi. 1880 mein rabindranath Tagore bina degree ke hi banglore aa gaye. Jiske baad rabindranath Tagore ne bahut si kahaniya or novels publish kiye jo banglore mein bahut hi famous ho gaye.
1913 rabindranath Tagore ko inki ek book jiska naam тАЬGeetanjaliтАЭ tha uske liye inko Nobel Prize se sammanit kiya gaya. Geetanjali bahut si kavitaon ka sangrah hai. 1915 mein british government ne Rabindranath Tagore ko knighthood ki upadhi di gayi jo ki inke sahitya kaushal ko dekh kar di gayi jis karan Rabindranath Tagore ka naam India mein hi nahi balki pure world mein famous ho gaya tha.
Hala ki unhone yeh award wapas kar diya kyuki 1919 mein hue jallianwala bagh kand ko lekar vo dukhi rehte the or unse british government ki yeh laparwahi bardaasht nahi ho rahi thi. Vo kehte the ki british samaj hamari samajik bimari ka rajnitik lakshan hai.
1921 mein rabindranath Tagore ne institute of rural reconstruction shuru kiya baad mein uska naam shri nekatn rakh diya gaya. Is institute ka lakshya gareeb logo ki shayta karna tha. 1920 mein rabindranath Tagore ne jaati vyavastha ka virodh kiya or daliton ko hero bana kar unpar bhut se novel likhe.
1971 mein amar sonar bangla banaya gya jise 1905 mein is dharam ke aadhar par Bangladesh mein hue batware ka virodh karne ke liye likha gaya tha. Is batwaare ko rabindranath Tagore bharat ki ajadi ki larai ko rokne ke liye angrezon dwara shadyantra mante the.
Bharat ka rashtra gaan jana gana man Rabindranath Tagore ke likhe hue geet bharat bhagya bidhata se liya gaya hai jaise pehli baar 1919 mein congress ki calcutta ki meeting mein gaya tha. 60 age mein Rabindranath Tagore ne Drawing or painting bhi shuru ki jo ki bhut famous ho gayi.
1937 mein rabindranath Tagore behosh ho gaye or unki tabiyat bhut hi kharab ho gayi. Uske kuch saalo tak unki tabiyat bahut kharab hone ke karan Rabindranath Tagore ne 7 august 1941 ko calcutta mein apna sharer chod diya.
Rabindranath Tagore ne 2000 se bhi jyada gane likhe the jise Rabindra Sangeet kaha jata hai.
Unho ne kaha tha ( Rabindranath Tagore Quotes in Hindi)
-
тАЬhar ek vyakti athaah sampatti or prem ka haqdaar hota hai, uske mann ki sundarta ka koi bhi ant nahiтАЭ (рд╣рд░ рдПрдХ рдмреНрдпрдХреНрддрд┐ рдЕрдерд╛рд╣ рд╕рдВрдкрддреНрддрд┐ рдФрд░ рдкреНрд░реЗрдо рдХрд╛ рд╣реШрджрд╛рд░ рд╣реИ, рдЙрд╕рдХреЗ рдорд╛рди рдХреА рд╕реБрдВрджрд░рддрд╛ рдХрд╛ рдХреЛрдИ рднреА рдЕрдВрдд рдирд╣реАрдВ)
-
тАЬAhankar ka Arth hi Sarah karna hai, Sanchay karna hai, woh keval leta hi rehtaтАЭ.(рдЕрд╣рдВрдХрд╛рд░ рдХрд╛ рдЕрд░реНрде рд╣реА рд╕рд░рд╛рд╣ рдХрд░рдирд╛ рд╣реИ, рд╕рдВрдЪрдп рдХрд░рдирд╛ рд╣реИ, рд╡рд╣ рдХреЗрд╡рд▓ рд▓реЗрддрд╛ рд╣реА рд░рд╣рддрд╛)
-
тАЬThoda padhna, Jyada Sochna, Km Bolna, jyada sunna Yehi Budhiman banne ke upay haiтАЭ.(рдереЛреЬрд╛ рдкреЭрдирд╛, рдЬреНрдпрд╛рджрд╛ рд╕реЛрдЪрдирд╛, рдХрдо рдмреЛрд▓рдирд╛, рдЬреНрдпрд╛рджрд╛ рд╕реБрдирдирд╛ рдпрд╣реА рдмреБрджреНрдзрд┐рдорд╛рди рдмрдирдиреЗ рдХреЗ рдЙрдкрд╛рдп рд╣реИрдВред)
-
тАЬEkant Hume batate hai ki hume kaise hona chahiyeтАЭ. (рдПрдХрд╛рдВрдд рд╣рдореЗрдВ рдмрддрд╛рддрд╛ рд╣реИ рдХрд┐ рд╣рдореЗрдВ рдХреИрд╕рд╛ рд╣реЛрдирд╛ рдЪрд╛рд╣рд┐рдП ред)
-
тАЬIshwar ki MahaShakti Man me hai, Toofan me nahiтАЭ. (рдИрд╢реНрд╡рд░ рдХреА рдорд╣рд╛рд╢рдХреНрддрд┐ рдордВрдж рдЭреЛрдВрдХреЗ рдореЗрдВ рд╣реИ, рддреВрдлрд╛рди рдореЗрдВ рдирд╣реАрдВ)ред
Prem ke upar Quotes Rabindranath tagore in Hindi
-
тАЬDant dene ka adhikar sirf use hai jo prem karta haiтАЭ (рджрдВрдб рджреЗрдиреЗ рдХрд╛ рдЕрдзрд┐рдХрд╛рд░ рд╕рд┐рд░реНрдл рдЙрд╕реЗ рд╣реИ рдЬреЛ рдкреНрд░реЗрдо рдХрд░рддрд╛ рд╣реИред)
-
тАЬFulo ki Pankhuri ko todh kar tum uska soundarya grahan nahi kar sakteтАЭ (рдлреВрд▓реЛрдВ рдХреА рдкрдВрдЦреБреЬрд┐рдпреЛрдВ рдХреЛ рддреЛреЬрдХрд░ рддреБрдо рдЙрд╕рдХрд╛ рд╕реМрдВрджрд░реНрдп рдЧреНрд░рд╣рдг рдирд╣реАрдВ рдХрд░ рд╕рдХрддреЗред)
-
тАЬSabhi dharmo ka aadhar prem hai. paramathma ki khoj Yehi se shuru hote haiтАЭ (рд╕рднреА рдзрд░реНрдореЛрдВ рдХрд╛ рдЖрдзрд╛рд░ рдкреНрд░реЗрдо рд╣реИ ред рдкрд░рдорд╛рддреНрдорд╛ рдХреА рдЦреЛрдЬ рдпрд╣реАрдВ рд╕реЗ рд╢реБрд░реВ рд╣реЛрддреА рд╣реИред)
-
тАЬPrem ke uphar diye nahi jate, woh swikar kiya jate hai. Prem ke Bina hume ek-dusre ka arthat parichay bhi nahi miltaтАЭ (рдкреНрд░реЗрдо рдХреЗ рдЙрдкрд╣рд╛рд░ рджрд┐рдП рдирд╣реАрдВ рдЬрд╛рддреЗ, рд╡реЗ рд╕реНрд╡реАрдХрд╛рд░ рдХрд┐рдП рдЬрд╛рддреЗ рд╣реИрдВ ред рдкреНрд░реЗрдо рдХреЗ рдмрд┐рдирд╛ рд╣рдореЗрдВ рдПрдХ-рджреВрд╕рд░реЗ рдХрд╛ рдпрд░реНрдерд╛рде рдкрд░рд┐рдЪрдп рднреА рддреЛ рдирд╣реАрдВ рдорд┐рд▓рддрд╛ ред)
-
тАЬSoundarya narak me bhi hai, par woha ke rehne wale uski pehchan nahi kar pate yehi toh unki Sabse badhi saja hai.тАЭ (рд╕реМрдВрджрд░реНрдп рдирд░рдХ рдореЗрдВ рднреА рд╣реИ, рдкрд░ рд╡рд╣рд╛рдВ рдХреЗ рд░рд╣рдиреЗ рд╡рд╛рд▓реЗ рдЙрд╕рдХреА рдкрд╣рдЪрд╛рди рдирд╣реАрдВ рдХрд░ рдкрд╛рддреЗ рдпрд╣реА рддреЛ рдЙрдирдХреА рд╕рдмрд╕реЗ рдмреЬреА рд╕рдЬрд╛ рд╣реИред)
Last Word
To yeh tha kuch interesting jaankari Rabindranath Tagore ke jeevan ke bare mein. Abhi aap ne jan gaye Rabindranath Tagore ki Jivan kahani, Rabindranath Tagore Biography in Hindi aur kuch interesting facts about Rabindranath Tagore. Mai asha karta hu apko ye jankari pasand aaya hai.
тАЬHamare Blog ke Latest update paane ke liye Bell Icon Subscribe kare,┬аfacebook page┬аbhi like karna na bhule. Article padhne ke liye aur┬аKnowledge finder┬аVisit karne ke liye aapka Bahut Bahut Dhanyawad.тАЭ
Yeh Bhi padhe-