SERP Full form? SERP kam kaise karta hai ?

pro nahi hu magar aapko serp ke bare me thoda jankari apko de skta hu sayed hi apko ye kisine batya ho.. aapko pata hga internet mein search engine ka hi sara kuch kamal hai or apko jankari ke liye bata de google jo hai yeh no. 1 Search engine hai toh is post mein aap jan payenge SERP kya hai ? SERP full form? SERP kam kaise karta hai ? or kuch aise tips batayenge ki serp ko improved kaise kare.. mujhe ummed hai apko yeh article read karne ke bad apne website bog ke SERP ko sahi karne me kafi madad milegi.

SERP Full form? SERP kya hai

Search engine results pages ☺ yeh work kaise krta hai jo google ne apne algorithm jaise banate hai. SERP kya hai ? Jab aap Google me Apne blog name Search karenge Jaise knowledge finder toh blog ke post categories separate results show karega.

SERP Ko improvement kaise kare ?

sabse pahle is baat Ka dhyan rakhna padega ki aapka site mein jo bhi content ho vah quality ho, aur kuchh point bhi bataunga SERP ko improvement karne ke liye:

  1. post likhte samay sahi se keywords lagana
  2. Site ko Sahi se design Karna or categories wagrha Acche se lagana. (Kyuki categories se hi SERP results nidarit hte hai.
  3. apne blog ke name mentioned Karke about us, contact us page banaiyega.
  4. SERP ko improve karne ke liye apne site ke authority bhi badhana padega iske liye aap acche quality ke backlinks jarur banaye.
  5. naye site ko serp me aane me thoda waqt lagte hai par yeh apke upar nirvar karenge ki aap kitne acche se apne blog me mehnat lagayenge jitna jyda optimization karenge utna jaldi hi apke blog ke SERP result dekhne ko milega.

At last

Toh dosto yeh tha SERP kya ha, serp ke bare me mujhe ummed hai apko pata chal gaya SERP kaise kam karte hai?

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Yeh bhi padhe-

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *