Top 10 famous Individual Hindi bloggers 2019 | Top 10 Popular hindi blog 2019

Top 10 famous Individual Hindi bloggers

Top 10 Individual Hindi bloggers 2019, Top 10 Hindi blog 2019 |Top 10 famous Individual Hindi bloggers 2019 | Alexa Rank ke hisab se

Hey all, Kaise Ho umeed hai perfect hi honge aj is post par ham bahut hi interesting topic par bat karenge hum janenge India ke Top 10 Individual Hindi Bloggers ke bare me, yani Hindi website jo sirf individual chalate hai koyi news vale site nahi hai.

Mujhe umeed hai is post par apko jo 10 blogs milenge woh sare blog/website aap ko kafi acche lagenge aur in saree website se ap bahut kuch jankari prapt kar payenge, aur online duniya ka bahut kuch sikh payenge.

Wese mein toh India par hazaro/lakho hindi blog, bloggers hai but Yeh top 10 individual Hindi bloggers 2019 ke list mein un website/blogs hai jo ki kafi famous aur popular hai. Logone in sare sites ke bare me hamesa charcha karta rehta hai.

Aiye jante hai 2019 ke Top 10 Individual Hindi bloggers koun koun hai. Yeh countdown me famous, popularity and Alexa ranking ke hisap se mene kiya hai, jiska alexa ranking me accha hai aur blogs bahut hi famous/popular hai un hisap se top 10 hindi bloggers me se no 1 se 10 tak countdown kiya hai.

Alexa ranking kya hai ? 

sabse pehle Alexa ranking ke bare me thoda jante hai, alexa ranking website/blog ko pata karte hai ki yeh website kitna badha hai, kitna popular/ famous hai. Yeh ranking 2 type ke hote hai ek hai country base ek hai global base.

Country Base Ranking :

Bnaya hua koi bhi website jis country me banaya gaya hai us country me uska rank kitne number pe hai ye country base Ranking me pta chalta hai.

Global Base Ranking :

Bnaya hua website jo desh ke kisi bhi hisse se aaya ho uska poore duniya bhar ke websites me se kitne number pe hai ye global base ranking se hume pata chalta hai.

[lwptoc]

Top 10 Individual Hindi bloggers 2019

Abhi aapko me niche 10 aise bloggers ke naam or blog ke bare me bata rahe hai jo ki bharat ke or Hindi blogging me kafi yogdan di hai.

No. 1 par hai “Supportmeindia.com

Supportmeindia alexa rank of 2019

Support me india (SMI) India’s best Hindi blog jana jata hai is site ka owner jumedeen khan is blog par apko Blogging, make money, life success ke related aur bhi bahut sare jankari milenge. Supportmeindia 2019 feb ko iska alexa rank hai india par 10,000 ke aas pass global 1.4 lakh ke aas pass.

No. 2 par hai “Techyukti.com

 

techyukti alexa rank of 2019

Techyukti Hindi blog is site ka owner Satish Kushwaha but Techyukti site ka co editor Shailesh Chaudhary hai is site par jydatar article co editor ne hi kiya hai. Is site par aap ko har tarah ka technology related jankari milenge. 2019 Feb ko iska alexa rank hai India par 8,000 ke aas pass global 1.3 lakh ke aas pass.

No. 3 par hai “Hindime.net

Hindimenet ki alexa rank of 2019

Hindi me net (HMN) Hindi blog Jiska owner hai Prabhanjan Kumar Sahoo 2019
Feb ko iska alexa rank hai India par 4,000 ke aas pass global 60,000 ke aas
pass. Hindimenet.com site par Internet ki har tarah ka Jankari provide kiya jata hai Article ke duara. HMN site 2018 me Google ki QuestionsHub event ka gold user bhi tha, jisme Hindimenet ki founder ko Google chromebook prize diya gaya tha.

No. 4 par hai “shoutmehindi.com

shoutmehindi alexa rank of 2019

Shoutmehindi (SMH) hindi blog yeh kafi famous site hai is blog ka owner hai Harsh agarwal India par blogging sabse pehle start kiya hua logo me se ek hai inka English site hai jo ki top 5 blog india me se no 1 2 par aate hai. Shoutmehindi site ki 2019 feb ko iska alexa rank hai India par 10,000 ke aas pass global 1.4 lakh ke aas pass.

No 5 par hai “Hindimehelp.com

hindimehelp alexa rank of 2019
hindimehelp alexa rank of 2019

Hindimehelp (HMH) Hindi blog ka owner hai Rohit Mewada is site par internet se judhe har tarah ka jankari milenge. HMH site ka alexa rank 2019 feb ko india par hai 12,000 ke aas pass global 1.8 lakh ke aas pass. Popularity ki bat kare toh Hindimehelp blog kitna famous hai ap uske facebook group dekh kar andaza laga sakte hai. HMH.pe url address search karenge tab bhi hindimehelp ki blog open ho jayega. HMH site par kafi diyan rakhte hai Rohit sir ne jis wajah se uska site kafi sundar lagte hai.

No. 6 par hai “Sahu4you.com

sahu4you.com alexa rank of 2019

Sahu4you site ka owner hai Vikas sahu is site par bhi apko har tarah ka internet ki jankari aur business related jankari milenge Sahu4you.com site ki khas bat yeh hai ki is blog par daily content publish kiya jata hai. 2019 feb ko S4Y site ki alexa rank hai india par 16,000 ke aas pass global 1.8 lakh ke aas pass.

No. 7 par hai “mybigguide.com

mybigguide alexa rank of 2019

Mybigguide.com is blog ka tagline hai never stop learning ap isse hi andaza laga sakte hai is blog par dher sare jankari mazod hai mybigguide blog ki owner hai  Abhimanyu Bhardwaj is blog par apko Success stories, software, computer knowledge aur bhi bahut sare jankari milenge. mybigguide site ki alexa rank hai 2019 feb ko india par 8,000 ke aas pass global 1 lakh ke aas pass.

No. 8 par hai “Hindisoch.com

hindisoch alexa rank of 2019

Hindisoch.com site par apko event related post milenge sath hi sath Duniya ka famous aur popular logo ke bare me bhi jankari milenge, biography, success story etc. hindisoch site ki alexa rank hai 2019 feb ko india par 8,000 ke aas pass global 1 lakh ke aas pass.

No.9 par hai “anytechinfo.com

Anytechinfo alexa rank of 2019

Anytechinfo.com site ka owner hai Ravi kumar sahu is site par apko har tarah ka technology info aur internet ki jankari milenge chote badhe har topic ki, anytechinfo site ki khas bat yeh hai ki jo bhi article post karte hai bahut acchi tarah se aur saral basha se samjha deta hai. anytechinfo.com site ki alexa rank 2019 feb ko india par 50 thousand ke aas pass global 6 lakh ke aas pass. 

No. 10 par hai “gyanipandit.com

gyanipandit alexa of 2019

Top 10 hindi individual bloggers list me se yeh akheri blog hai, but aesa bhi nehi ki yeh site famous nehi hai dost top 10  no. me se jite number par bhi hai usse matter nehi karta hai top 10 me jitna naam hamne mention kiy hai sare blogs kafi famous aur alexa ranking bhi accha hai. Giyanipandit.com site par Career, success story, history, etc. is site ka alexa ranking hai 2019 feb ko india par 1300 ke aas paas global 23 thousand ke aas pass.

Last Word

Asha karta hu apko yeh countdown accha laga honge, top 10 hindi bloggers ke bare me jan chuke honge, top 10 famous individual hindi bloggers 2019 ki list pasand aya hoga jarur.  agar apko kuch sawal ya kuch kehna hai toh aap jarur comment kare. is list me se aap ko kounsa blog/bloggers favorite hai hame jarur bataiye.

22 thoughts on “Top 10 famous Individual Hindi bloggers 2019 | Top 10 Popular hindi blog 2019

  1. Hey, it’s a great post. Well Drafted. I must tell that you have well described the Tools which every other blogger can use to maximize the traffic. Keep Posting like this.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *