Airtel ke owner koun hai?| History of Airtel in Hindi!

Dosto aaj ka jamana bahut hi tezi se age badh rahe hai, jiska ek karan yeh hai ki aaj ke zamana digital ho gaya hai.

Aaj ke is digital zamane sabhi cheeze digital tarike se hote hai, is zamane main sabhi cheeze bahut hi updated huwa hai.

Digital zamane ne hamare jeevan ko bahut hi aram dayak bana liya hai. Digital machine ke madad se hum bahut sare kaam chutkiyo main kar sakte hai.

Aaj is digital zamaane main hum apne dur dur ke rishtedar se, apne dosto se baat kar sakte hai phone par.

Phone hum ek cheez ke madad se kar pate hai, jo ki hai ek SIM card. Aaj kal bahut sare SIM card hai.

SIM card ke madad se sirf call hi nahi walki hum internet bhi use kar sakte hai.

Lekin bahut sare SIM bahut purana hai, jo SIM bahut dino se log use kar rahe hai or jis SIM ka bahut sare user hai, wo SIM hai Airtel SIM.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Airtel SIM ke owner kaun, Airtel SIM kab India main launch hua, Airtel SIM ke recharge plan kya kya hai ye sab ke bare main.

Airtel SIM(Company) ke owner kaun hai?

Airtel company ek company ke under hai jis company ka naam hai Bharti Airtel Limited. Or is company ka owner hai Sunil Bharti Mittal.

Airtel kab launch hua tha India main:

Airtel India main 7 July 1995 ko launch hua tha. Airtel indian market main launch hote hi apna ek alag hi pehchan bana liya tha.

Airtel ne apne bahut sare user bana liya tha or airtel ki service bhi bahut assi thi .

Airtel ki us assi service ki badaulat hi aaj bhi airtel ke bahut sare user hai or airtel apna service provide kar pata hai.

Airtel ke headquarter kaha hai?

Airtel ka headquarter hai New Delhi.

Airtel 5G launch date in India:

Airtel ki 5G bharat main 2021 main launch hone ki asha hai.

History of Airtel network!

Airtel ne pehle 18 May 2010 main 3G India main launch kiya tha.

Airtel ne february 2014 main 4G launch kiya tha India main.

Airtel abhi 2021 main 5G ka lunch karne ko soch rahe hai.

Airtel ke competition company!

Airtel ki competition main filhal ek company bahut age hai, wo company hai jio company.

Iske saath vodafone or Idea bhi hai airtel ke competition main.

Last word:

Toh dosto yeh tha airtel ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Airtel ke history ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *