Amazon prime kya hai ? | amazon prime ka fayde?

Amazon prime kya hai? | amazon prime ka fayde?

Hello friends. apka swagat hai knowledge finder blog ki aur ek new post par. Amazon to aap sab log use karte hi honge amazon ek bahut hi world famous or popular website hai shopping ke maamle mai. Amazon kuch saal pehle hi indian mai aaya hai or dheere dheere amazon ne aapna jaal pure  duniya mai sath india mein bhi bicha diya.

 

 

Amazon ke naam ko agar aap theek se pare too yeh ek jungle ka bhi name hai jiska naam amazon hai.Or iske logo ke niche jo curve line hai jo ki a se z tak dikhai gayi hai vo yeh dikhati hai ki amazon par har type ka A to Z saaman milta hai. Agar aaj ki date ke hisaab se baat kare to amazon ki bahut si services launch hui jin mai amazon prime bhi shamil hai. To aaj ke is post mai apko Amazon prime kya hai, amazon prime ki feature ke bare me janne ko milega.

      Paytm payment ki jankari, payment bank kya hai ?

What is amazon prime ? amazon prime kya hai

Ab aap bhi suna hi hoga amazon prime ke bare mai. Bahut se log amazon ke iss khass plan ke bare mai jaante hai or jinko nahi pata unko yeh bata dete hai amazon prime ek saal ka plan hai jisme aapko 999 rupees dene hote hai uske baad aapko amazon ki prime membership mil jaati hai. 

 


Pehle starting mai amazon ki prime membership 199 rupees thi but haal hi mai amazon ne bahut hi strict kadam uthae hai jis karan amazon prime membership ke price increase kar diya jo ki filhaal 999 rupees hai. Haal hi mai amazon ki tarah paytm ne bhi aapna Paytm first nikala hai yeh plan nikala hai jo ki 750 rupees hai ek saal ke liye. Baaki benefits dono hi plans ke same hi hai.

        Internet se paisa kaise kamaye 5 tarike

Benefits of amazon prime in Hindi

Agar benefits ki baat kare to amazon prime mai aapko bahut se facilities provide ki jaati hai. Amazon prime mai aapko 999 rupees yeh membership mil jaati hai or iseme aapko latest movies, web series, etc. Dekhne ko milta hai jo ki normal user ko nahi milta. 


Amazon prime mai aapko koi bhi delivery charges dena nahi parta aagar jab koi order karte hai aap woh product ka koyi bhi delivery charges nehi leta hai jab ap amazon prime membership lenge. Amazon prime members ke liye har product par kuch na kuch khassh discount bhi mil  jaata hai jo ki normal user ko nahi milta.

Toh dosto asha karta hu ap jan gaye Amazon prime kya hai, aur amazon prime ka kya fayde hai.
 
पोस्ट कैसे लगे और कुछ सवाल है तोह कमेंट पर जरूर बताये, हो सके तोह इस पोस्ट को अपने सोशल मीडिया पर भी जरूर शेयर करे ?

Knowledge finder के लेटेस्ट पोस्ट की अपडेट पाने के लिए हमारे फेसबुक पेज Like करना न भूलें और हमारे ब्लॉग का bell icon को subscribe करे, नॉलेज फाइंडर ब्लॉग विजिट करने के लिए बहुत बहुत धन्यवाद ।

यह भी पढ़े –

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *