DNS kya hai? DNS system ke bare main!

About application layer protocol DNS protocol in hindi!

Dosto kaise ho aap sabhi? Asha karta hu ki aap sabhi asse hai.

Dosto aaj hum internet ke zamane main aa gaye hai. Internet ke bina hum aaj chal nahi sakte hai. Internet aaj hume bahut age le aya hai.

Aaj hum jo bhi kaam karte hai wo sabhi internet ke badaulat hi ho pate hai. Internet ne hamara jibon asan bana diya hai.

Internet main hum jo bhi kaam karte hai wo kaam hamara asani se ho jate hai, lekin internet working ke bich bahut sara process hote hai jin process ke wajah se hum internet ke dwara kaam kar pate hai.

Internet use ke bich ek bahut hi important networking protocol kaam karta hai jin protocols ka naam hai DNS protocol.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki DNS kya hai? DNS ka full form kya hai? DNS kyu use karte hai?Ye sab ke bare main.

DNS ke full form:

DNS ka full form hai Domain Name System.

DNS kya hai?

DNS ek networking protocol hai, jo application layer protocol ke andar ate hai, jo hum use karte hi hai web browser use karte waqt yani ki internet use karte samai.

DNS kyu use karte hai? ya DNS ka kaam kya hai?

DNS ke full form se hi hum thoda andaza laga sakta hai ki DNS ka kaam kya hai ya DNS hum kyu use karte hai. DNS network, host or uske numerical adress ke bich mapping main help karta hai.

DNS domain name ko IP adress tak translate kar dete hai. Jiske badaulat user ko help hota hai domain dhundne main ya user ko jo bhi chahiye hota hai internet se through IP adress pa sakte hai.

DNS ek TCP/IP protocol hai.

What is the difference between DNS over TLS & DNS over HTTPS?

Domain name space tin bhago main bhag hota hai.

1.Inverse domain.

2.Generic domain.

3.Country domain.

last word:

Toh dosto yeh tha DNS protocol ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila DNS protocol ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *