Eshram card kya hai kaise banwaye ?

Hamare desh digital ho rahe hai sarkar ne bharat ko digital banwane ke liye kafi mehnat or kharcha kar rhe hai jaise aadhar card bharat ke ek aisa biomatric identify document bane hai sim card ashani se le sakte ho, bank account khol skte ho, online kisi bhi tarah ke abedan ke liye aadhar card se kafi ashan ho jati hai. Aisa hi ab or ek card registration ho raha hai Eshram card aaj hum eshrm card ke bare mein janenge.

Eshram card kya hai ?

E shram card sharmik card labour card ye sabhi naam se jante hai E shram card ko. Yeh govt. Duara issue hone wala ek card he jo ki Ministry of Labour & Employment India ke andar aati hai. Sarkar ka udysa he eshram card un logoka data collect karna jo labour hai non service holder hai. Esharam card har koyi banwa sakte hai 16 year umra se lekar 60 year tak ke logo.

eshrm card banwa nahi sakte Sarkari naukari karne wale, tax prayer. Iske alawa aam nagrik har koyi bana sakte hai.

Eshram card kaise banwaye?

yeh card prapt karne ke liye eshram registration karne ka 2 option milti hai ek khudse self registration dusra CSC common service center ke madyam se. Agar aap self registration karte hai toh ek hi aap apna khudka register kar skte hai. CSC ke though karne par ek csc user bahut sare logoko eshram card banwakar de sakte hai jiske liye govt. Ke taraf se unhe kuch commission bhi milta hai.

self registration krne ke liye eshram ke website par jaye or self registration par click kare apna phone number darj kare otp se verify kare fir aadhar card number Dale otp se verify kare or kuch information darj kare, nominee details fill kare bank details Dale bas aab aap eshram card download kar lijiye.

CSC ke madyam se register karne ke liye centre ke logoko apna phone number bataye fir otp dijiye or apna aadhar card number bataye otp ya fingerprint se verify kare yadi aadhar card ka number sath nahi hai toh fingerprint se verify kar payenge. Uske bad nominee, bank details, address yeh sabhi bataye. Bas ab apka e shram card ready hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *