Hotspot ke password kaise set kare!

Hotspot kaise protect karte hai!

Aaj kaal ke digital jamane mein hamare charo or subidha to aa gaye lekin hamara bahut sare digital cheezo ke prati ek khatra sa aa gaya hai. Hum jitne digital hote rahenge utna hi hamara faide or nuksan bhi hai.

Aaj ke digital jamne mein hacker ki parivahan Bird gai hamara ek chhoti si information bhi hacker ke liye bahut import hoti hai. isliye hamen apna har chij mein yani ki apna sabhi online chijon per password lagana chahie.

To doston aiye is post per ham jante Hain ki ham Apne mobile ke hotspot password kaise set karte Hain aur hotspot password set karne se kya fayda hoti hai.

How to set hotspot password!

Hotspot ke password kaise set kare!

hum Apne mobile se dusron ko internet dete Hain yani ki ham Apne mobile ke hotspot on karke dusron ko connect karte Hain taki vah hamare mobile ke internet se connect Ho paye.

Hotspot ka password set karna bahut important hota hai kyunki agar aap apna password set nahin karte hai to aapka mobile se koi bhi internet connect kar sakta hai aur agar aapka mobile hacker ke hath mein lag Gaya to aapka phone hack bhi ho sakta hai.

To aiye jante Hain hotspot ke password set karne ke tarike-

1. agar aapko password yani hotspot ke password set karna hai to aapko pahle mobile ke settings per Jana padega.

2. settings par jaane ke bad aapko settings per click karna hai, click karne ke bad aapke mobile screen per bahut sare option dikhai denge, Lekin aapko ek option per hi click karna hai, jiska Naam hai “wireless connection and networks” aur sath mein Wi-Fi likha hota hai.

3. is option per click karne ke bad phir se aa jata hai bahut sare option yahan per bhi aapko sirf ek option per click karna hai Jahan likha hota hai “tethering and portable hotspot.”

4. Tethering and portable hotspot per click karne ke bad aapke mobile screen per phir se kuchh option aa jaate Hain lekin aapko ek option per click karna hai jaha likha hota hai “portable Wi-Fi hotspot”.

5. aapko phir portable Wi-Fi Hotspot per click karna hai, waha click karne ke bad aapke mobile screen per phir se kuchh option aa jata hai Jahan apko ek option per click karna hota hai Jo hota hai “configure Wi-Fi hotspot.”

6. Configure Wi-Fi hotspot per click karne ke bad aapke a mobile screen per phir se a kuchh option a jaate Hain Jahan per ek option hota hai “password” ka.

iske bad aap ko password per click karna hai hai aur apna naya password dalna hai aur save karna hota hai, save karne ke bad aapka ka hotspot password set ho jata hai.

Hotspot password set karne ke fayde:

hotspot password set karne ke bahut behtarin fayde hai, ek fayde ye hai ki aapke a internet matlab aapke a mobile se koi bhi mobile data yani internet chori karke use nahin kar sakte.

dusra fayda yah hai ki aapka mobile phone hack hone ka jyada chance nahin hota hai.

last word:

Toh dosto yeh tha Hotspot ke password kaise set kare! iske bare kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila hotspot password ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *