Krunal Pandya ke jeevan parichay!

Krunal Pandya biography in Hindi!

Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.

Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.

Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyon ka khel.

Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.

Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Krunal Pandya.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Krunal Pandya ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.

Krunal Pandya ka janm:

Krunal Pandya ka janm 24 March 1991 ko Gujarat ke Surat main huwa tha.

Krunal Pandya ka pura naam:

Krunal Pandya ko to aise hum Krunal Pandya ke naam se hi jante hai, lekin Krunal Pandya ka pura naam hai Hardik Himanshu Pandya.

Krunal Pandya ka biwi ka naam hai:

Krunal Pandya ka biwi ka naam hai Pankhuri Sharma.

Krunal Pandya ke family(Mata Pita):

Krunal Pandya ke mata ka naam hai Nalini Pandya or Krunal Pandya ka pita ka naam hai Himanshu Pandya.

Krunal pandya Latest News and Updates

Krunal Pandya ka international carrer:

Krunal Pandya Indian Cricket team ki left handed all rounder hai.

Krunal Pandya ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 4 November 2018 main West Indies ke khilaf.

Krunal Pandya ne ODI debut kiya tha 23 March 2021 main England ke khilaf. IPL debut kiya tha 2016 main.

Krunal Pandya ne T20 match main debut kiya tha West Indies ke khilaf 2018 main.

Krunal Pandya ke high scores:

Krunal Pandya ka T20I main high score hai 26 run or Krunal Pandya ka ODI main high score hai 58 run.

Krunal Pandya ka IPL team hai Mumbai Indians.

Krunal Pandya reveals how John Wright spotted him and Hardik | Cricket News  - Times of India

Last word:

Toh dosto yeh tha Krunal Pandya ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Krunal Pandya ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *