NOTA kya hai? NOTA ke bare main!

Bharat duniya ke sabse bada ganatantrik desh hai. Ganatantrik desh main desh ko chalane kuch mantriya MLA ye sab ke jarurat hote hai.

Ganatantrik desh mantri or MLA public hi select karte hai, kyuki public hu sab kuch hote hai, public hi mantri MLA banate hai.

Desh main ye sab mantri ya MLA chunne ke liye desh main chunab hote hai, ye chunab do type ke hote hai , ek hote hai state ke or ek hote hai pure desh ke liye.

Lekin chunaw main bahut sare party hote hai, or sabhi party ki ek ek candidate hote hai or in sabhi party ki candidate main se kisi ek ko hume chunna hote hai.

Agar in sabhi candidate main se koi bhi candidate aap ko pasand na aye to aap ek or option main aap ka vote de sakte hai, Jis option ka naam hota hai NOTA.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki NOTA kya hai? NOTA ka full form kya hai? NOTA kab lagu huwa tha desh main, ye sab ke bare main.

NOTA ka full form:

NOTA ka full form hai None Of The Above.

NOTA kab lagu huwa tha:

NOTA bharat main 2013 main lagu huwa tha.

NOTA kya hai?

NOTA ek voting option hai, jo vote ke time par EVM(Electronic Voting Mechine) par laga huwa hote hai. Jo ekdom mechine ke last main hota hai.

Lok Sabha Election Results 2019: Number of people voting for NOTA have  increased

NOTA kyu istemal kiya jata hai?

NOTA ke istemal ek bahut hi important kaam main kiya jata hai. Jab aap ke aleka main chunaw hota hai tab waha pe bahut sare partiya apne apne party ke candidate dete hai.

Un sabhi party ke candidate main se aap ko kisi ek candidate hi pasand hote hai or aap unko hi vote dete hai. Lekin agar in sabhi candidate main se agar aap ko koi bhi candidate pasand nahi ate to aap ke haath main NOTA ka option hota hai.

NOTA ke option main aap aapka vote de sakte hai, jo kisi bhi party ke candidate ki hit main nahi jate hai. NOTA ke option aam nagarik ke liye ek bahut hi assa hai.

Last word:

Toh dosto yeh tha NOTA ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila NOTA ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *