Power bank se mobile charge karna mobile ka nuksan hai ? |best power bank kaise chune janiye!

Hey dosto, apka swgat hai knowldge finder blog par knowldge finder yeh ek hindi blog hai jaha par har din kuch naya knowldge share ki jati hai, knowledgeable jankari article ke madyam se share ki jati hai.

Toh aaj bhi ek jabardast bahut hi jaruri jankari lekar aaya hu, yeh jankari sab log dundte rehta hai aur log hamesa confuse rehta hai ki Sach me kya power bank se mobile charge krna mobile ka koi nuksan hai?

Data saver kya hai,data saver ke nuksan ?

Ji Haan dosto aj ke is post par apko puri jankari milega power bank ke upar kya power se mobile ka koi effect padta hai, kya power bank se mobile charge krna cahiye ya nahi power kharidte samay kya dhyan rakhe aur best power bank kaise chune aise sabhi jankari milega power bank ke related.

Sabse pehle power bank kya hai? thoda explain krke jante hai!

Power bank ek electronics device hai jiske andar bettery hoti hai aur electronic circuit wagera laga hua rehta hai. Power bank ka kaam hai iska battery charge krke rakhna aur badhme apne smartphone ko charge krna I mean ashan basha se kahe toh power bank smartphone ke Jaise charge krna padta hai aur uspar charge stock hote hai woh charge hi apka smartphone par charge krwate hai.

Power bank mobile ke liye hanikark hai?
Ji na dosto yeh bat totally jotha bat hai aisa kuch nahi ki power bank se mobile charge krne se mobile ka nuksan hota hai aap nischit rahe power bank se charge krne se koi nuksan nahi hai. Par han power bank se mobile charge krne ke liye perfect power bank kharidna cahiye jisse mobile par koi bad effect na pare! Jaisa ki agar apka power bank ka quality bahut khrab hai apka smartphone ko charge krne me bahut late krte hai toh kuch effect pad sakta hai smartphone par.


Power kharidne se pehle kya dhiyan rakhe!
Aap online se kharid ya offline se usse koi farak nahi padta kuch log kehta hai ki online se power bank kabi na kharide yeh bat bhi sarasar fake hai jhute bate hai Haan online se power bank kharidte se apko dekh kr kharidna hoga kounsa brand ka kharid rahe hai aur reviews wagerah kesa hai  sirf power bank hi nahi online se aap koi bhi saman kbaridari kare toh reviews check kare aur brand dekh kr kharide.

Power bank kharidne ka tips

  1. Aap power bank kharidte samay power bank ka AMP check kare 1amp, 2 amp ya kitna amp hai.
  2. Aap power bank ka battery mAh check kare kitna mAh ka hai 10,000, 11,000 kitna hai ek bat Dyan rakhe ki jitna bhi farzi company ka power bank hoti hai uspar 10,000,20,000 ya usse bhi jyda mAh likha rehta hai wesa kabi na kharide aap Jan pehchan wale brand hi kharide aur reviews dekh kr kharide.
  3. Aap power bank kharidte samay assured badge rehta hai flipkart par agar woh rahega toh ap nicchit rehkar woh brand ka kharid sakte hai.
  4. Power bank kharidte samay design aur size bhi jarur dekhe kyuki kabi kabar power bank ko lekr kayi jana padta hai so dekhne me thoda sahi lage wesa hi kharide. 
Agar apko yeh jankari accha laga toh ise share zaror kare! ??
kuch Sawal hai toh comment par bataye ?. latest post ki update pane ke liye hamare Facebook page like karna na bhule aur hamare blog ka bell icon ko subscribe kare. Knowledge finder blog visit karne ke liye Bahut bahut Dhanyawaad

Yeh bhi padhe-

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *