Surya Kumar Yadav ke jeevan parichay!

Bharat ek cricket premi desh hai. bharat mein sabse pasandida khel hai cricket, jo bharat ke logo ke dilo mein raj karta hai.

Bharat mein kisi bhi cricket tournament ek tyohar ki tarah hota hai. bharat ke lag bhag sabhi log cricket dekhte hai.

Bharat mein cricket itna popular hone ka karan hai, Bharat ke mahan khiladiyo ke khel.

Bharat ne bahut bade bade cricketaro ko janm diya hai, jiske badulat bharat aaj duniya mein cricket mein ek number hai.

Bharat un mahan khiladiyo ke bare mein hume janne chahiye. Bharat ke un mahan khiladiyon ke bich ek khiladi hai Surya Kumar Yadav.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki Surya Kumar Yadav ka janam kaha hua, Unka cricket carrier ki shuruwat kaise huye ye sab ke bare mein.

Surya Kumar Yadav ki janm:

Surya Kumar Yadav ka janm 14 September 1990 ko Maharashtra ke Mumbai main huwa tha.

Surya Kumar Yadav ke family:

Surya Kumar Yadav ke pita ka naam hai Ashok Kumar Yadav or Surya Kumar Yadav ke mata ka naam hai Swapna Yadav.

Surya Kumar Yadav ke pura naam:

Surya Kumar Yadav ko to aise hum sabhi Surya Kumar Yadav ke naam se hi jante hai, lekin unka pura naam hai Surya Kumar Ashok Yadav.

Surya Kumar Yadav ke nick name:

Surya Kumar Yadav ke nick name hai Surya, SKY.

Suryakumar Yadav IPL Biography, Age, Height, Family, Worth, Team, Wife and  much more | Ipl, Mumbai indians, Mumbai indians ipl

Surya Kumar Yadav ke carrier:

Surya Kumar Yadav Indian Cricket team ke right handed middle order batsman hai.

Surya Kumar Yadav ke international cricket carrier ka shuruwat huyi thi 2018 main .

Surya Kumar Yadav ne 2010 main domestic cricket main debut kiya tha Mumbai ki aur se.

Surya Kumar Yadav ne IPL debut kiya tha 2011 main Mumbai Indians ki taraf se, Uske bad Surya Kumar Yadav 2013 tak Mumbai Indians ka hissa raha.

Surya Kumar Yadav 2014 se 2017 tak Kolkata Knight Riders ke liye khela tha IPL khela tha or Uske bad Surya Kumar Yadav phir 2018 se Mumbai Indians ke liye khela tha.

Suryakumar Yadav - Wikipedia

Surya Kumar Yadav ke high scores:

Surya Kumar Yadav ke T-20 Cricket main high score hai 94 run.

Last word:

Toh dosto yeh tha Surya Kumar Yadav ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Surya Kumar Yadav ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *