Top five cricket league of world in hindi!

Dosto kaise hai aap log, asha karte hai ki aap sabhi asse hai. Aap sabhi ko hamara channel www.knowledgefinder.in par swagat hai.

Dosto aaj kaal duniya main sports yani khel khud ki prati logo ki pyar bahut badh gaya hai, khash kar aaj kaal duniya main cricket ka pyar bhi bahut jyada hai.

Cricket ke lokopriyota bahut sare desh main badh gaya hai, jiske karan cricket ke fan following bhi bahut jyada badh gaya hai.

Isi lokopriyota ko dekhte hue bahut sare desh main cricket league ki shuruwat bhi kiya gaya hai. Cricket league ki madad se jo cricket ke national board hote hai apne apne country ke usko bhi faida hota hai.

To dosto aiye is post par hum jante hai ki world ke top five cricket league kaun kaun sa hai, ye sab league kaun si country main hota hai, ye sab ke bare main.

World ke top five league ke bare main niche diya gaya hai:

A.IPL:

COVID-19 don't care; it was inevitable': IPL 2021 suspended after four  positive cases | Sports News,The Indian Express

IPL ka full form hai Indian Premier League. IPL India ke league hai. IPL Indian Cricket board BCCI ke dwara kiya jata hai. IPL ke season India main kisi tyohar ki tarah manaya jata hai. IPL ki shuruwat 2008 main hua tha India main.

IPL ki pehla trophy 2008 main Rajasthan Royal ne jeeta tha. IPL main total aath(eight,8) team khelte hai. Team ke naam niche diya gaya hai:

1.Kolkata knight Riders

2.Mumbai Indians

3.Chennai Super Kings

4.Rajasthan Royals

5.Delhi Capitals

6.Sunrises Hydrabad

7.Kings eleven Punjab

8.Royal Challenge Banglore

B.BBL:

KFC Big Bash League (@BBL) | Twitter

BBL ka full form hai Big Bash League. BBL Australia ke league hai. Big Bash League Australia ke national cricket board(CA,Cricket Australia) ke dwara karaya jata hai.

BBL ki shuruwat 2011 main hui thi. BBL world ke dusre sabse bade cricket T20 league hai.

BBL ki pehla trophy 2011 main Sydney Sixers ne jeeta tha. BBL main total aath(eight,8) team khelte hai. Team ke naam niche diya gaya hai:

1.Sydney Sixers

2.Sydney thunder

3.Brisbane heat

4.Perth Scoechers

5.Adelaide Strikers

6.Hobart Hurricanes

7.Melbourne Stars

8.Melbourne Renegades

C.BPL:

BPL prize money 2019: How much will Bangladesh Premier League winners earn?  | Cricket | Sport | Express.co.uk

BPL ka full form hai Bangladesh Premier League. BPL Bangladesh ke league hai. Bangladesh Premier League Bangladesh ke national cricket board(BCB,Bangla Cricket Board) ke dwara karaya jata hai.

BPL ki shuruwat 2012 main hui thi. BPL world ke bahut bade cricket T20 league hai.

BPL ki pehla trophy 2012 main Dhaka Gladiators ne jeeta tha. BPL main total aath(eight,8) team khelte hai. Team ke naam niche diya gaya hai:

1.Dhaka Gladiators

2.Khulna Tigers

3.Rajshahi Royals

4.Dhaka Platoon

5.Sylhet Thunder

6.Chattogram Challengers

7.Cumilla Warriors

8.Barisal Bulls

D.PSL:

PSL 2021 Point Table, New dates, LIVE Streaming, squads, broadcaster

PSL ka full form hai Pakistani Super League. PSL Pakistan ke league hai. Pakistani Super League League Pakistan ke national cricket board(BCCP) ke dwara karaya jata hai.

PSL ki shuruwat 2015 main hui thi. PSL world ke bahut bade cricket T20 league hai.

PSL ki pehla trophy 2016 main Islamabad United ne jeeta tha. PSL main total sheh(six,6) team khelte hai. Team ke naam niche diya gaya hai:

1.Islamabad United

2.Karachi Kings

3.Lahore Qalandars

4.Multan Sultans

5.Peshawar Zalmi

6.Quetta Gladiators

E.CPL:

Caribbean Premier League - Wikipedia

CPL ka full form hai Caribbean Premier League. CPL West Indies ke league hai. Caribbean Premier League West Indies ke national cricket board(CWI,Cricket West Indies) ke dwara karaya jata hai.

CPL ki shuruwat 2013 main hui thi. CPL world ke bahut bade cricket T20 league hai.

CPL ki pehla trophy 2013 main Jamaica Tallawahs ne jeeta tha. CPL main total sath(Seven,7) team khelte hai. Team ke naam niche diya gaya hai:

1. Barbados Tridents

2. Guyana Amazon Warriors

3.Jamaica Tallawahs

4.St Kitts & Nevis Patriots

5.St Lucia Zouks

6. Trinbago Knight Riders

7. Antigua Hawksbills

Last word:

Toh dosto yeh tha Top five cricket league of world in hindi! ke bare mein kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Top five cricket league of world in hindi! ke bare main ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *