Zubeen Garg ke jibon parichay Hindi mein!

Zubeen garg koun hai, zubeen Garg biography in Hindi, Assam ke singer, Singer zubeen garg jivan parichay

Bhartiyo sangeet jagat bahut hi janapriyo hai. Pure biswa mein bhartiyo sangeet ke kafi naam hai. Hamara desh Bharat mein bahut tarah ke sangeet paye jate hai.

Folk music, classic music, traditional music or bahut sare music. Ye sabhi sangeet gane k liye alag alag gayok ki jarurat hoti hai. Hamara desh mein ek aise singer jo har tarah ke gane gaa chuke hai or aaj bhi ga raha hai.

Wo ek aisa singer hai jo lag bhag har language mein gana ga chuke hai. Wo Singer hai Yuba pidhi ke dil ki dhadkan Zubeen Garg .

To dosto aiye is post par hum jante ki Zubeen Garg ke jibon parichay, unka pura naam, janm, ghar ye sab ke bare mein.

Zubeen Garg ke family ke bare mein!

Zubeen Garg ke jibon parichay:

Zubeen Garg ke pura naam:

Zubeen Garg ke asli naam hai Biswajit Borthakur. Sangeet jagat mein ane ke bad Zubeen Garg ne apna naam Biswajit se badalkar Zubeen Garg rakh diya tha.

Zubeen Garg ke janm:

Zubeen garg ka janm san 1972 ke 18 november mein Meghalaya ke tura mein huwa tha. uske bad unhone assam mein rehna shuru kiya. Zubeen Garg Assam ke Gujarat jile se talluk rakhte hai.

Zubeen Garg ke family:

Zubeen Garg ke family ek bahut hi sundar family hai. Zubeen garg ke pita naam hai Mohini borthakur or Zubeen ke mata ka naam hai lly borthakur. Zubeen ke pita ek lyricist or kabi(poet) hai. Zubeen ke mata sastriyo sangeet ke teacher the, kaha jata hai unke mata ke waha se hi Zubeen Garg par sangeet ka asar para.

Zubeen ke do behen hai, ek behen ka naam tha jonki borthakur, jo ek bahut hi famous assamese singer or actress thi, lekin saan 2002 mein unka accident mein dehant ho gaya tha.

Zubeen Garg ne saan 2002 ke february mein Garima Garg se shaadi kiya tha. jo ajj bhi unke saath deti aa raha hai.

Zubee Garg ke shiksha:

Zubeen Grag bachpen se hi chatur the. Zubeen Garg ke pita ek government employ the. Unke pita ke government job hone ke liye unka pita ji ka tranmsfer hote rehte the.

Pitja ji ke job ke karan Zubeen Garg Assam ke lag bhag sabhi jagao mein ghum chuke the or shiksha bhi assam ke alah alag jagah o ke school se prapt kiya tha.

Zubeen Garg apni padhai adhi kar hi chor diya tha. Unhone Guwahati ke B.Baruah college se hi apna degree adha chor kar music mein aa gaya tha.

Zubeen Garg ke carrier:

Zubeen Garg bahut sare language mein gana gaya tha, lag bhag 22 language mein gana gaya tha.

Zubeen garg ke carrier ke suruwat thoda kasta dayak raha hai. Padhai chorne ke bad unka ek hi dhyan tha ki wo music mein apna carrier banayega. isike chalte unhone apna pehla musical album “Anamika” saan 1992 mein release kiya tha, jo bahut hi hitt album raha us time.

Is album ke bad ubeen Garg ne or piche murkar nahi dikha. Uske bad unhone apna pehla hindi album 1995 mein bombay mein record kiya tha. wahi se unka bollywood me safar shuru huwa.

uske bad zubeen garg ne bollywood ke kuch film mein gana gaya tha. jaise Chandni RaatYuhi KabhiFiza and Kaante ye sab filme. Uske bad unhone bollywood ke kafi sare filmo mein gana gaya hai.

Zubeen garg ko bollywood mein sabse bada break mila tha 2006 mein gangstar film se. Us film ke “ya ali” gaane ne Zubeen garg ko bahut hi unchai par le gaya tha. Uske bad unhone 2003 mein bengali film industry tollywood mein apna pehla gana “mon” movie ke liye gaya tha.

Uske bad unhone tollywood mein bahut sare filmo mein gana gaya. Zubeen garg ko tollywood mein bahut bada break mila tha 2008 mein  Mon Mane NaLove storyChirodini Tumi Je Amar or Golmaal ye sab movie ke gane se.

Zubeen Garg ne assamese film industry ko ek naya rup de diya tha. Unhone music ke saath saath acting bhi kiya hai. Unhone ne apna pehla film assamese mein hi kiya tha “tumi mur mathu mur” namok film se.

Zubeen Garg ne ek music director, song writer or composer bhi hai. Zubeen Garg ne “Hiya diya Niya” Namok assamese film mein pehle music diya tha. Jiske gaane aaj bhi bahut hitt hai.

Zubeen Garg ne apna pehla film “mission china” direct kiya tha, jo pehla assamese film industry ke highest box office collection film tha, uske bad unhone “kanchanjhanga” namok ek dusre film ka nirman kiya, ye film bhi bebsayik disha mein kafi safal raha.

Zubeen Garg ko assam tatha northeast ke youth ke hearththrob kaha jata hai. Zubeen garg ne apne carrier mein ab tak 16000 gana gaya hai.

Zubeen Garg ke award:

Zubeen Garg ne pehle 2005 mein 52nd National Film Awards jete the.

2006 mein unhone

Global Indian Film AwardsYa Ali(Gangster)
2007 meinStardust Awards
Filmfare AwardsBest Playback Singer – Male
Zee Cine AwardsNominated
IIFA Awards

Zubeen Garg ne or bhi bahut sare national film awards jete the or bhi bahut sare award jete he.

Zubeen garg aaj bhi logo ko madad karte hai.

last word:

Toh dosto yeh tha gayak Zubeen Garg ke bare kuch jankari, asha karta hu apko yeh jankari pasand aaye hai ,aur umeed he ki isse aap logo ko kuch janne ko janne ko mila Zubeen Garg ke bare mein.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Ye bhi padhe:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *