Dry skin kya hai puri jankari, Best Care Tips in Hindi.

[su_quote]Dry skin kya hai care kaise, kare puri jankari , Best Care Tips For Dry Skin in hindi. [/su_quote]

Hi, i am back with my new post aaj hum baat krne waale hai Dry skin problems ke upar. Aaj apko is post me dry skin kya hai or dry skin ki care kaise kare ispe Best care tips jaan ne ko milenge.

Ye Tips all time & all season me madadgaar rahegi jis se aap inhe summer/ winter/ rainy all season me istemal kr sakte hai. In sab Tips ko Boys or Girls Dono bhi istemal kar sakte hai. Dry skin kya hai puri jankari best care tips in Hindi

janiye Dry skin kya hai puri jankari best care tips in Hindi

[lwptoc]

Dry skin kya hai puri jankari best care tips in Hindi

Dry Skin pe oil/moisture bilkul nahi hota elasticity bohot kharab hoti hai. Dry skin patli hoti hai or dehydrated hoti hai. Dry skin walo ke face par patches nazar aate hai jo ke brown & white me hote haii. Jinki skin Dry hoti hai unke chehre se unki umar bohot zada lagti hai.

Dry skin kaisi hoti hai, Dry Skin ki Pehchan kaise kare puri jankari

Dryness ki wajh se skin pe fine lines or wrinkles zada hote hai. jiski wajh se wo jawani me bhi budhe se nazar aate haii. Pimples or Black heads, white heads dry skin waalo ko nhi hote. Dry skin walo ka skin glow nhi rahta unki skin fat jati hai or kurdari ban jati hai.

Dry Skin Ki Care kaise kare, Best skin care tips for dry skin ki puri jankari

Agar apki Dry skin hai to apko sbse pehle apni skin ko moisturised rakhiye. Body lotion lagaate rahiye apni skin ko nami ki kami na hone de. Kahi bhi bahar jana ho to aap moisturiser zaroor lgaaye. Zaada paani piye apki skin ko hydrated rakhen. Kakdi, Apple, Orange, Tomato ye sab zada khaaye or dudh ki matra apne diet me badhaaye. Dry skin kya hai puri jankari best care tips in Hindi

Dry skin kya hai puri jankari
skin care : Dry skin kya hai puri jankari best care tips in Hindi

Dry skin hatane ke liye Masoor best care in Hindi Daal Facepack

  • 1chammach Masoor ki daal ka powder+ usme kaccha dudh daal kr paste bnaa le
  • ab 5 min tak usko apne chehre pe lage rehne de
  • uske baad normal pani se dho daale.
  • Towel se pochte waqt apne chehre ko ragde nhi.
  • Aaram Aaram se saaf kare.

Is pack se apki dry skin ko kaafi Rahat milegi or cells activate ho jayenge aur apki skin ko zaroorat tatva milnege. ye Pack apko hafte me 2 baar karna hai.

Dry skin se chutkara pane ke liye best care in Hindi Honey Pack

  • Honey lekr usko apne poore chehre pe lgaaye.
  • Lgaane ke baad 10 min tak intezaar kare or
  • uske baad ap usko thande paani se dho daale.
  • aap chahe to gunguna pani bhi istemal kar sakte hain

shehed me moisture bohot saara hota hai jo apki dry skin ko dehydrated hone se bachaata hai sath hi sath me apke dry skin pe aaye patches bhi kam ho jayenge.

Dry skin hatane ke liye best care tip in Hindi Malai Facepack

  • Dry skin pe Glow laane ke liye ek chote chammach gaadhe aur pure dudh ki malai le.
  • Malai Kacche dudh ki honi chaiye uble hue dopdh ki nhi.
  • Us Dudh me apko thoda sa shehed + haldi (chutki bhar) milaani hai
  • Is se apne skin pe 5minute tak massage kare
  • hafte me 2-3 baar kare.
  • Aap chahe to is se poore body pe bhi lgaa sakte hai.
  • Towel se pochte waqt ragde nhi aram se tap krte hue poche.
  • Taki uska asar zada der tak rahe.

Dry skin se bachne ke liye best care tip in HindiTan Removal Banana Pack

Kele ke chilkon ko naa feke. kele ke chilkon me kaafi sara potasium hota hai jo ke apki tan hui skin ko nikhaarta hai. Aap chahe to aap kele ko pees kr uska pack Facepack Brush ki sahayta se laga sakte hai. Is se bhi apko fayda hoga.

  • Kela khaane k baad uske chilko ko apne chere pe andar ki side se massage kare
  • is se apki dry skin me glow aayega,
  • Apka tan nikal jaayega
  • or apki skin ko nourishment bhi milega.
Dry skin kya hai puri jankari
Best Care Tips in Hindi. Dry skin kya hai puri jankari

 

Dry skin se bachne ke liye Warnings & Points ka dhyaan rakhen puri jankari

?Agar aap boy hai to in facepacks ko dadhi waale jagh par lagaa skte ho agar nhi bhi lgaate ho to koi baat nhi hai.
?badi dadhi hone pe pack usme fas jaayega aur nikaalne me aasani hogi. Isliye behtar hoga aap dadhi waali jagah pe pack na lgaaye.

Conclusion 

Ye thi jankari Dry skin kya hai puri jankari best care tips in Hindi ke bare me. Dry skin Kya Hai kya hai or Dry Skin ki care kaise kare.

Asha krti hun aap jan gye honge ke Dry skin kya hai, Dry Skin ki care kaise kare. Dry skin ke best Care Tips ko follow kare or apni skin ka nuksan hone se bachaaye.

Agar apk knowledgefinder Hindi Blog ki ye post achi lagi to isko share zaroor kare apne friends aur Family ke sath. Apke sawal ho ya Results unko comments me Batana na bhule.

Aise hi beauty care aur Skin care tips related post ki notifications ko paane ke liye humare website  yani ki www.knowledgefinder.in ko follow krna na bhule.

Read Also:-

4 thoughts on “Dry skin kya hai puri jankari, Best Care Tips in Hindi.

  1. आपका आर्टिकल पढ़कर मुझे बहुत अच्छा लगा. में अक्सर आपके ब्लॉग के न्यू आर्टिकल्स पढ़ता हूं जिससे मुझे बहुत कुछ सीखने को मिला. आपके सभी आर्टिकल से टॉपिक को पूरी तरह से समझने की पूर्ण क्षमता होती है. आप इसी तरह से हमें अपना ज्ञान देते रहे इसके लिए आपका बहुत बहुत धन्यवाद

  2. अपने बहुत ही अच्छी जानकारी साँझा की है आपके इस पोस्ट को पढ़कर बहुत अच्छा लगा और इस ब्लॉग की यह खास बात है कि जो भी लिखा जाता है वो बहुत ही understandable होता है.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *