Maldives kaha par hai माले सिटी – Male City, Maldives in Hindi

maldives kaha par hai yanha kya dekhne ko milta hai

Namaskar dosto, aaj is post ke jariye hum apko Maldives city sahar ke bare mein kuch nayi jankari dene wale hai. is post ko end tak jarur padhe kyuki is post me khas seher maldives ke bare mein bichtar se janne ko milega.

Maldives kaha par hai

Maldives Bharat ke dakshin tatha Hind Mahasagar mein sthit ak bahut hi chota ha deepsamuh rashtra hai, jo ki duniya bhar mein sabse khubsurat lokpriy chutti gantavya sthalon je liye jaane jata hai. Yeh koi deep se milkar bana hai. Jismein lagbhag 1200 deep hai. Par 200 deep mein hi log rahte hai. Maldives ko Island ke desh bhi kaha jata hai. Jab logo ne is adbhut swarg jaisa deepsamuh ki khauj ki to yeh duniya bhar ki prasiddh sthalon mein se ak ban gya. Maldives aapne sundar paridrishya, safed samudra tantho, neele samudra, rangin samudri jeevan, koi tad ke padon aur sare bhare deepon ke liye duniya bhar mein prasiddh hai.

माले सिटी – Male City, Maldives in Hindi Maldives ke bare mein

Maldives ki raajdhani Male hai. Maldives naam raajdhani ke naam se liya gya hai, Maldives ka artha hai Male ke deep. Maldives mein bhumi ki kami hone karan yeha pe jyada tar log boat aur Ayarthekshi ki vyavhaar karte hai jo ki yeha ke sthaniyo log aur seelani ak deepon se dusre deepon mein aasaani se ja sakte hai. Aur tourists ke liye yeh jagah koi swarg se kam nahi hai, isiliye puri duniya se tourists yeha honeymoon manaane aate hai. Yeha ke lajawab vyanjan, night life, har jagah behad milansaar log aur vishraam ke dher saare avasar is desh ko jeevan mein kam se kam ak bar ghumne layak banta hai.

Maldives ke praval deep lagbhag 90,000 varg km mein fela shetra sammilit karte hai, jo ise duniya ke sabse prithak deshon mein se ak banata hai. Ismein 1200 deep hai, jismein se 200 par log rahte hai. Maldives ganraajya ki raajdhani aur sabse bada shehar hai Male, jiski aabaadi 553,714(2020) hai. Yeh kafu praval deep mein, uttar Male praval deep ke dakshini kinaare par sthit hai. Yeh Maldives ka ak prashakiyo vibhaag bhi hai. Paaramparik rup se yeh raja ka deep tha, jaha se pracheen Maldives raajkiyo raajvansh shasan karye the aur jaha unka mahal sthit tha. Maldives janasankiya aur shetra, dono hi prakaar se Asia ka sabse chota desh hai.

Maldives mein rahne ka jagah

Isme to sandeh hi nahi hai ki Maldives lagjari destination hai, lekin iska matlab yeh nahi hai ki aapke bajeth mein yeha ghumne ya rahne ke liye kuch nahi milega. Yeha logon ke liye kuch na kuch jarur hai. Lagjari trip par jaane walo ke liye yeha private Island hai, International resort aur hotel maujood hai. In lagjari jagahon par prati raat ke kamre ka prize 20000 rupee ya 1 lakh rupee ya usse jyada ke bhi yeha maujood hai. Lekin jo log yeha bajeth mein trip karne aye hai, unhein raajdhani Male mein koi home state aur bajeth hotel mil sakte hai.

At last

Toh dosto yeh tha aaj ke topic Maldives ke bare mein, asha karta hoon abhi aap jan gaye hai Maldives mein aapne bajeth mein ya fir private island mein rahne ke baade mein. ummeed hai yeh post apko pasand aaya hai.

Is blog ke latest post ki notification pane k liye facebook page like kare,blog ke bell icon ko press krke subscribe krna na bhule. knowledge finder blog Visit karne k liye or likh padhne k liye apka bahut bahut Dhanyawaad.

Also Read..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *